Tum Jaa Mile Gair Se Lyrics – Asha Bhosle, Jaani Babu Qawwal, Mahendra Kapoor
Aa aa aan aa aa aa aa
Tum jaa mile ho gair se
Koi jooth yaa sachmuch kahe
Tum jaa mile ho mile ho
Jaa mile ho mile ho gair se
Koi jooth yaa sachmuch kahe
Tum jaa mile ho gair se
Koi jooth yaa sachmuch kahe
Tum jaa mile ho gair se
Koi jooth yaa sachmuch kahe
Tum jaa mile ho gair se
Koi jooth yaa sachmuch kahe
Kis kis ka munh roku
Kis kis ka munh
Kis kis ka munh roku sajan
Koi kuch kahe koi kuch kahe
Kis kis ka munh roku sajan
Koi kuch kahe koi kuch kahe
Tum jaa mile ho gair se
Jee abhi tak tum bade aaraam se
Beqaraari hai humein kal shaam se
Jab se ye jaana ke tum ho bewafa
Beh gaye hum toh kaleja thaa ke
Wafaadar ko bewafa kehte ho
Mohabbat ko meri khataa keh rahe ho
Chalo yun khamosh lekin meri jaan
Zara sochna tum yeh kya keh rahe ho
Keh rahe ho
Wafaadar ko bewafa kehte ho
Tanhaa tumhein bewaadgar
Hum toh nahin kehte magar
Duniya se puchho
Puchho duniya se puchho
Duniya se puchho puchho jaane mann
Duniya se puchho jaane mann
Koi kuch kahe koi kuch kahe
Duniya se puchho jaane mann
Koi kuch kahe koi kuch kahe
Hasta tujhe saara shaher saara shaher
Tujhko nahin aata nazar
Aankhein hai teri teri aankhein teri
Aankhein hai teri yaa batan
Koi kuch kahe koi kuch kahe
Aankhein hai teri yaa batan
Koi kuch kahe koi kuch kahe
Aankhein hai teri yaa batan
Peechhe chhode jaate ho
Tasalli bhi diye jaate ho
Dil bhi tode jaate ho
Adda jutla mein tum sabko
Peechhe chhode jaate ho
Tasalli bhi diye jaate ho
Dil bhi tode jaate ho
Mere munh pe ban jaate ho
Meri kis mohabbat se
Bacha kar aankh gairon se
Rishta jode jaate ho
Adda jutla mein tum sabko
Peechhe chhode jaate ho
Tasalli bhi diye jaate ho
Dil bhi tode jaate ho
Farebi nazar aur joothi adda hai haan hain
Farebi nazar aur joothi adda hai haan hain
Mere pe ye ilzaam kyun rakh diya hai
Oo agar laakh samjha ne par bhi na samjhe
Samajh le tumko khuda meri ye duaan hai
Jyda jyda se jyda kam se kam
Kis kis ka munh rokege
Hum bande hasn kaali charan
Bande hasn kaali charan
Koi kuch kahe koi kuch kahe
Bande hasn kaali charan
Koi kuch kahe koi kuch kahe
Ab log jalte hai sanam
Kis kiska munh rokenge hum
Duniya hai duniya hai duniya hai
Duniya hai ye ghulbadan
Koi kuchh kahe koi kuchh kahe
Duniya hai ye ghulbadan
Yeh berukhi hai kalank
Humari hi ban jaa yaa hasan
Hum kar chuke laakho jatan
Phir jooth bole jaane mann
Hum kar chuke laakho jatan
Phir jooth bole jaane mann
Bola karo sachche vachan
Sachchi hamari hai lagan
Bola karo sachche vachan
Sachchi hamari hai lagan oo oo
Tum jaa mile ho gair se
Koi jooth yaa sachmuch kahe
Kis kis ka munh roku
Kis kis ka munh
Kis kis ka munh roku sajan
Koi kuch kahe koi kuch kahe.