Tum Bhi Suno Lyrics – Pamela Jain
Veero ke shir maury
Rajvansho ki pawan gatha
Jise sunta hai sansaar
Gaati utha ke matha
Veero ke shir maury
Rajvansho ki pawan gatha
Jise sunta hai sansaar
Gaati utha ke matha
Tum bhi suno tum bhi suno
Tum bhi suno tum bhi suno
Jai parajay jeevan maran
Yahi hamaari reeti hai
Yudhh bhumi hai apna angan
Shaury hamari preeti hai
Jai parajay jeevan maran
Yahi hamri reeti hai
Shaury hamari preeti hai
Kaisa bhi ho yudhh na hamne
Chhoda apna dhang kabhi
Chhal jitna kapat se jeena
Hame nahi bhaata
Tum bhi suno tum bhi suno
Tum bhi suno tum bhi suno
Yudhh bhumi hai apna angan
Shaury hamari preeti hai
Kaisa bhi ho yudhh na hamne
Chhoda apna dhang kabhi
Chhal jitna kapat se jeena
Hame nahi bhaata
Tum bhi suno tum bhi suno
Tum bhi suno tum bhi suno
Surya ne damakna sikhaya
Ham unki santan hai
Chandra ne chamakna sikhaya
Ham unke sammaan hai
Surya ne damakna sikhaya
Ham unki santan hai
Chandra ne chamakna sikhaya
Ham unke sammaan hai
Khadag aur talwar hamare
Veero ka shringaar hai
Prabhu ko chhod shish jhukana
Hame nahi hai aata
Tum bhi suno tum sab suno
Tum bhi suno.