Tum Agar Samne Aabhi Lyrics – Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
Laazmi hai ki tum mujhse parda karo
Apni shaadi ke din ab nahin door hai
Main bhi tadpa karoon tum bhi tadpa karon
Bada mushkil hai yeh mera dil hai
Bada mushkil hai yeh mera dil hai
Tum hi kaho kaise mein chup rahoon
Tum agar samne aa bhi jaaya karon
Laazmi hai ki main tumse parda karo
Apni shaadi ke din ab nahin door hai
Main bhi tadpa karoon tum bhi tadpa karon
Bada mushkil hai yeh mera dil hai
Bada mushkil hai yeh mera dil hai
Tum hi kaho kaise mein chup rahoon
Tum agar samne aa bhi jaaya karon
Laazmi hai ki main tumse parda karo
Satane ke manane ke yeh din hai aazmaane ke
Zara samjha karo dilbar tumhe meri kasam
Yehi meri hai majboori sahi jaaye na ab doori
Mera kya haal hai kaise bataaon sanam
Zameen hogi gagan hoga tera mera milan hoga
Main agar tum se nazren milaaya karon
Laazmi hai ki tum mujhse parda karo
Main duniya sa chala jaaon kabhi na laut ke aaon
Karogi kya akele tum bataao dilruba
Main rab se cheen laaongi tujhe apna banaungi
Chale gi saas jab tak yeh na hoge hum juda
Na apni yeh kasam tote jo rab roothe to rab roothe
Main agar saamne aa bhi jaaya karoon
Laazmi hai ki tum mujhse parda karo
Apni shaadi ke din ab nahin door hai
Main bhi tadpa karoon tum bhi tadpa karon
Bada mushkil hai yeh mera dil hai
Tum hi kaho kaise mein chup rahoon
Main agar saamne aa bhi jaaya karo
Laazmi hai ki tum mujhse parda karo.