Tujhe Bulayen Yeh Meri Baahen Lyrics – Lata Mangeshkar
Tujhe bulaaye yeh meri baahen
Na aaisi ganga kahi milegi
Main tera jeevan main teri kismat
Ke tujhko mukti yahi milegi
Mere hi paas tujhe aana hain
Tere hi saath mujhe jaana hain
Mere hi paas tujhe aana hain
Tere hi saath mujhe jaana hain
Ganga yeh teri hain
Phir kaisi deri hain aaja re
Aaja re ab aa bhi jaa
Tu aa bhi jaa o o o aa bhi jaa
Kabhi kanaro ki darmiyaan se
Kabhi nazar se kabhi zubaan se
Tujhe pukara kaha kaha se
Tu jiski khoj mein aaya hain
Woh jisne tujhko bulaya hain
Tu jiski khoj mein aaya hain
Woh jisne tujhko bulaya hain
Parvat ke peechhe hain
Jharne ke peechhe hain aaja re
Aaja re ab aa bhi jaa
Tu aa bhi jaa o o o a bhi jaa
Kohre ki chaadar lapete hoon
Paani mein khud ko samete hoon
Kohre ki chaadar lapete hoon
Paani mein khud ko samete hoon
Baahon ke ghere mein
Mann ke basere mein aaja re
Aaja re ab aa bhi jaa
Tu aa bhi jaa o o o a bhi jaa
Suno toh ganga yeh kya sunaye
Ke mere tatt par woh log aaye
Jinhone aaise niyam banaye ke
Praan jaaye par vachan na jaaye
Vaaden pe tere bharosa hain
Main jaanti hu tu mera hain
Vaaden pe tere bharosa hain
Main jaanti hoon tu mera hain
Jab tak na aayega
Dil mera gaayega aaja re
Aaja re o sahiba
O sahiba o sahiba.