Tu Ne Jalwe Nahin Dekhe Lyrics – Asha Bhosle, Manna Dey
Kaliya phool sitare nazare
Lahre mauje toofa kinare
Khumar bahar singar gulzar
Khumar bahar singar gulzar
Kayi bar tune dekhe honge sare
Tune dunia dekhi hai
Zamana dekha hoga
Apno se mile hoge
Begana dekha hoga
Itna kuch dekhne ke bad
Main dawe se bata sakti hu
Jindagi bhar nahi dekha hoga
Jo main tumhe dikha sakti hu
Tune jalwe nahi dekhe
Tune jalwe nahi dekhe
Jalal nahi dekha
Tune jalwe nahi dekhe
Jalal nahi dekha
Tune jalwe nahi dekhe
Jalal nahi dekha
Tune jalwe nahi dekhe
Jalal nahi dekha
Tune jawani ka chadta hua
Sal nahi dekha
Tune jawani ka chadta hua
Sal nahi dekha
Tune jalwe nahi dekhe
Husn ki rawaniya meharbaniya
Or badgumaniya dekhi hai
Razo nayaz adao naz
Nazo andaz banda nawaz
Sokhiya mastiya gulfasadiya
Or pareshaniya dekhi hai
In hasino pe nazamino pe
Mahjabino pe dil nashino pe
Husn ke nagino pe
Ab bhi kurban hu mainn
Are sath sal ki umar hai lekin
Sath sal ki umar hai lekin
Lagta to ab bhi jawan hu mainn
Ho tune abhi tak mera
To kamal nahi dekha
Ho tune abhi tak mera
To kamal nahi dekha
Ho tune abhi tak mera
To kamal nahi dekha
Tune abhi tak mera
To kamal nahi dekha
Kahte hai aisa shikari
Wo jal nahi dekha
Kaise fekta shikari hai
Wo jal nahi dekha
Tune abhi tak mera
Are tu jal ki bat karta hai
Yaha julfo ki girah me bandh ke
Tute hue dil bhi jod diye hai
Is tikhi najar ke shishe se
Pathar ke kaleje tod diye hai
Tu to abhi nadan hai anjan hai
Ik chota sa insan hai
Kitne farishte mainne to
Is dar se mod diye hai
Dikha ke apne husn ka
Ek chota sa karishma
Maykhano me biya bano mein
Regishtano me or virano mein
Tadapte chod diye hai
Tu kis bharam me pada hai jani
Tu kis bharam me pada hai jani
Mera ishk na koi mamuli hai
Yaha dilwale kayi bhatak rahe
Are tu kis khet ki muli hai
Tune abhi tak mera
To kamal nahi dekha
Tune abhi tak mera
To kamal nahi dekha
Tune aashiko ka hota
Bura hal nahi dekha
Tune aashiko ka hota
Bura hal nahi dekha
Kaise fekta shikari hai
Wo jal nahi dekha
Tune jalwe nahi dekhe
Jalal nahi dekha
Tune jalwe
Meri bat ko jar gaur se sun
Hath ki ungliyo pe ek ek ka nam
Ye bhul jaye to aap
Ginte rahiyega huzar
Mumtaz shanti se
Leke mumtaz tak
Leela chitnit swarn lata
Devika rani kursid mehtab te
Wanmala tak
Sunriya nalini narigi nanda
Nirupa neetu nutan nur jaha
Are meena neena reena leena
Meena neena reena leena
Maridula jai bahaduri se
Jai mala tak
Nadim se shyara tak
Geeta se yogita tak
Hema malini padmini
Ragini rashi rekha rehana
Sultana mala china
Se vayjanti mala tak
Sharmila shabana shakila maltavi
Parveen naveen jeenat aman
Se madhubala tak
Tane shikwe pyar mohabbat
Chahat jhagde ladai hi nahi ki
Inse milke nam kiya hai nam
Suku shyama helan padma
Jai shree arun bindu ke sath
Nacha gaya piya khaya
Nacha gaya piya khaya
Utha baitha chala fira hi nahi
Sabke sath mainne kam kiya hai
Ranjhe majnu farhad miya ki
Hu bahu copy hu main
Bhul kar bhi naya
Na samjh mujhko
Barso na purana pati hu main
Chalish sal rahe heero
Maa ka lal nahi dekha
Chalish sal rahe heero
Maa ka lal nahi dekha
Chalish sal rahe heero
Maa ka lal nahi dekha
Chalish sal rahe heero
Maa ka lal nahi dekha
Kaise faikta shikari hai
Wo jal nahi dekha
Kaise faikta shikari hai
Wo jal nahi dekha
Main noto wala tera
Wo rumal nahi dekha
Tere pas mainne abhi tak
Mal nahi dekha
Tu pahle note dikha mal to la
Hui juban ha meri jan
Sauda pakka bilkul pakka
Fir kyu deri pahal ho teri
O ho jikar na karna
Tum fikar na karna
Koi aa na jaye tu kyu ghabraye
Ho chodo chodo
Tum bat na modo
Tum bat batao zara pas to aao
Pahle tum na ji tum
Pahle tum pahle tum
Pahal pahal me hum dono ka
Mal kahi na ho jaye gum
Tum kahte ho pahle tum
Main kahta hu pahle tum
Hum tum chodo
Mal nikale sath sath
Mal nikale sath sath
Sath sath ye hui na bat.