Tu Hi Pita Hai Tu Hi Mata Lyrics – Mohammed Rafi
Teri sharn pada hu data
Tu hi pita hai tu hi mata
Ham sab tere bache bale
Tu sari duniya ko pale
Das bhagat ka hai ye kahna
Darashan nish din dete rahna
Tere pujan ko bhagvan banau
Bank mai aalisan
Tere pujan ko bhagvan
Banau bank mai aalisan
Jab se tere charan pade
Choti si is almari me
Jab se tere charan pade
Teri bhagti ki hai maine
Jag ke rate khade khade
Chodi ho jaye ye almari
Chodi ho jaye ye almari
De aisa vardan
Tere pujan ko bhagvan
Banau bank mai aalisan
Tere pujan ko bhagvan
Banau bank mai aalisan
Is bhukhe ki bukh mita de
Is pyase ki pyas bhuja
Is bhukhe ki bukh mita de
Is pyase ki pyas bhuja
Bhar jaye pet tere darsan se
Chakkar aisa koi chala
Kharch karu to nagd narayan
Kharch karu to nagd narayan
Hai tera apman
Tere pujan ko bhagvan
Banau bank mai aalisan
Tere pujan ko bhagvan
Banau bank mai aalisan
Buri hava hai is duniya
Bhagvan bahar mat jana
Buri hava hai is duniya
Bhagvan bahar mat jana
Bhule jo kabhi chale gai to
Sut ke sath palat aana
Sath hamesha lekar jana
Sath hamesha lekr jana
Ye apna darban
Tere pujan ko bhagvan
Banau bank mai aalisan
Tere pujan ko bhagvan
Banau bank mai aalisan.