Tu Dulhan Hai Deewane Ki Lyrics – Mahendra Kapoor, Usha Mangeshkar
Tu dulhan hai deewane ki
Ab chod ada sharmane ki
O meri baho mein aane se
Tujhko hai inkar kyu
Kyu kyu kyu kyu
Mera dhadke jiya raho mein piya
Kaise laz ka ghunghat kholu
Mera dhadke jiya raho mein piya
Kaise laz ka ghunghat kholu
Tu dulhan hai deewane ki
Ab chod ada sharmane ki
Aaj to main na manunga
Mujhko pyar sajane de
Apni dil ki bat mujhe
Aankho se samjhane de
Sanso ki khushboo se
Sanso ko mahkane de
Ab to sath hi rahna hai
Aaj ka din to jane de
Ye rat nahi phir aane ki
Tu dulhan hai deewane ki
O meri baho mein aane se
Tujhko hai inkar kyu
Kyu kyu kyu kyu
Mera dhadke jiya raho me piya
Kaise laz ka ghunghat kholu
Mera dhadke jiya raho me piya
Kaise laz ka ghunghat kholu
Tu dulhan hai deewane ki
Ab chod ada sharmane ki
Tujhko gale laga loon
Hato dekh raha hai aayina
Palke jara jhuka lu main
Ho rang bhare hotho se
Koi rang churalu main
Aisa na ghabrake
Apna hath chudalu main
Kuch bat nahi ghabrane ki
Tu dulhan hai deewane ki
O meri baho mein aane se
Tujhko hai inkar kyu
Kyu kyu kyu kyu
Mera dhadke jiya raho mein piya
Kaise laz ka ghunghat kholu
Mera dhadke jiya raho me piya
Kaise laz ka ghunghat kholu
Tu dulhan hai deewane ki
Ab chod ada sharmane ki
Tu bhi jidd na chodegi
Main bhi jidd na chodunga
Pyara pe jab hai hak mera
Hath mabhi na chodunga
Are tu jita main hari
Bol teri marzi hai kya
Pyar se utjjhko main roku
Mera irada ye na tha
Hai rat gale lag jane ki
Main dulhan hoon deewane ki
Hai rat gale lag jane ki
Tu dulhan hai deewane ki.