Tu Agar Dene Lyrics – Usha Mangeshkar
Kisi kya na mile
Phul ko banwara mile
Samma ko parvana ko
Ek inayat ki nazar
Dono jaha ke malik
Jiski deewani hu mai
Mujhko wo deewana mile
De rihayi kaide gham
Se mustafa ka wasta
De rihayi kaide gham
Se mustafa ka wasta
Mushile aasan kar
Mushkil kusha ka wasta
De rihayi kaide gham
Se mustafa ka wasta
Luhu ko jab tere karam
Ka sahara mil gaya
Dubati kasti ko toofan
Mein kinara mil gaya
Paar kar beda mera
Daste khuda ka wasta
De rihayi kaide gham
Se mustafa ka wasta
Tune jab chaha to angare
Bane phulo ke haar
Aadmi luta khalil ull alla
Mein rut se bahar
Rahem barsa tujhko rahemat
Ki ghata ka wasta
De rihayi kaide gham
Se mustafa ka wasta
Kaun sunta hai yaha
Majbur insaano ki baat
Khichta hai sar se chadar
Bejhijak sekha ka haar
Laaz rakh meri janaze
Saiyda ka wasta
De rihai kade gham
Se mustafa ka wasta
Tu jo chahe har sitam
Har zulm ka sar tod de
Ek kali marzi se teri
Lakh patthar todd de
Sari zanjeere koi angdayi
Lekar tod de
Paanv ki bedi gale
Tokh aksar tod de
Tod de khanjar sahide
Karbala ka wasta
Janabe saiyada ka wasta
Mustafa ka wasta
Mushkil khusa ka wasta.