To Ghazal Hoti Hai Lyrics – Ustad Ghulam Ali
Aye darde hizar yaar
Ghazal keh raha hun main
Sun le khayele yaar
Ghazal keh raha hun main
Rooh jab wajd mein
Aaye to ghazal hoti hai
Rooh jab wajd mein
Aaye to ghazal hoti hai
Yaa koi dil ko dukhaye
To ghazla hoti hai
Rooh jab wajd mein
Aaye to ghazal hoti hai
Rooh jab wajd mein
Aaye to ghazal hoti hai
Yaa koi dil ko dukhaye
To ghazla hoti hai
Rooh jab wajd mein
Aaye to ghazal hoti hai
Bheegti raat mein jab
Gham ki fizaao ka sukun
Bheegti raat mein jab
Gham ki fizaao ka sukun
Bheegti raat mein jab
Gham ki fizaao ka sukun
Dil mein ek hashr uthaye
To ghazal hoti hai
Rooh jab wajd mein
Aaye to ghazal hoti hai
Ishq ki aatishe kahmosh
Jo chupke chupke
Ishq ki aatishe kahmosh
Jo chupke chupke
Ishq ki aatishe kahmosh
Jo chupke chupke
Aag sine mein lagaye
To ghazal hoti hai
Rooh jab wajd mein
Aaye to ghazal hoti hai
Yaa koi dil ko dukhaye
To ghazla hoti hai
Rooh jab wajd mein
Aaye to ghazal hoti hai
Bazme tanhai mein guzre
Huye lamho ka julus
Bazme tanhai mein guzre
Huye lamho ka julus
Bazme tanhai mein guzre
Huye lamho ka julus
Ishq ki shama jalye
To ghzala hoti hai
Rooh jab wajd mein
Aaye to ghazal hoti hai
Yaa koi dil ko dukhaye
To ghazla hoti hai
Rooh jab wajd mein
Aaye to ghazal hoti hai
Moshaye tanhai mein
Kabhi mehfil mein kabhi
Moshaye tanhai mein
Tanhai mein tanhai mein
Tanhai mein tanhai mein
Kabhi mehfil mein kabhi
Moshaye tanhai mein
Kabhi mehfil mein kabhi
Moshaye tanhai mein
Koi reh reh ke rulaye
To ghazal hoti hai
Rooh jab wajd mein aaye
Rooh jab wajd mein aaye
To ghazal hoti hai
Ghame jaana hi se maukuf
Nahi shero ghazal
Ghame jaana hi se maukuf
Nahi shero ghazal
Ghame jaana hi se maukuf
Nahi shero ghazal
Ghame dauraan bhi satye
To ghazal hoti hai
Rooh jab wajd mein aaye
To ghazal hoti hai
Yaa koi dil ko dukhaye
To ghazla hoti hai
Rooh jab wajd mein
Aaye to ghazal hoti hai
To ghazal hoti hai
To ghazal hoti hai.