The Medley Lyrics – Lata Mangeshkar, Pamela Chopra, Sonu Nigam, Udit Narayan
Mere dil mein aaj kya hai
Tu kahe to main bata du
Na chahu sona chandi
Na chahu heera moti
Ye mere kis kam ke
Na mangu bangla gadi
Na mangu ghoda gadi
Ye to hai bas naam ke
Deti hai dil de
Badle mein dil ke
Deti hai dil de
Badle mein dil ke
Ghe ghe ghe ghe ghere sahiba
Pyar mein sauda nahi
Ghe ghe ghe ghe ghere sahiba
Pyar mein sauda nahi
Jhooth bole
Are jhooth bole kauwa kate
Kale kauwe se dario
Mai maike chali jaungi
Tum dekhte rahiyo
Main maike chali jaungi
Tum dekhte rahiyo
Jhuth bole
Are jhuth bole kauwa kate
Kale kauwe se dario
Main maike chali jaungi
Tum dekhte rahiyo
Main maike chali jaungi
Tum dekhte rahiyo
Le jayenge le jayenge
Dil wale dulhaniya le jayenge
Le jayenge le jayenge
Dil wale dulhaniya le jayenge
Le jayenge le jayenge
Dil wale dulhaniya le jayenge
Are rah jayenge rah jayenge
Ghar wale dekhte rah jayenge
Are rah jayenge rah jayenge
Ghar wale dekhte rah jayenge
Le jayenge le jayenge
Dil wale dulhaniya le jayenge
Ye galiya ye chobara
Yaha aana na dobara
Ye galiya ye chobara
Yaha aana na dobara
Ab hum to bhaye pardeshi
Ke tera yaha koi nahi
Ke tera yaha koi nahi
Le ja rang birangi yade
Hasne rone ki buniyade
Ab ham to bhaye pardeshi
Ke tera yaha koi nahi
Ke tera yaha koi nahi
Bachna aye hasino lo main aa gaya
Bachna aye hasino lo main aa gaya
Husn ka aashiq husn ka dusman
Apni adaa hai yaro se juda
Bachna aye hasino lo main aa gaya
Aap yaha aaye kisliye
Aapne bulaya isliye
Aaye hai to kam bhi bataiye
Na na pahle aap jara mushkuraiye
Aap yaha aaye kisliye
Main nikla ho gadi leke
Main nikla ho gadi leke
Ho rashte par ho sadak me
Ek mod aaya main uthe dil chhod aaya
Ek mod aaya main uthe dil chhod aaya
Rab jane kab gujra amritshar
O kab jane lahor aaya
Main othe dil chhod aaya
Ek mod aaya main uthe dil chhod aaya
Chup chup khade ho jarur koi baat hai
Pahli mulakat hai ye pahli mulakat hai
Pahli mulakat hai ye pahli mulakat hai
Chup chup khade ho jarur koi baat hai
Pahli mulakat hai ye pahli mulakat hai
Pahli mulakat hai ye pahli mulakat hai
Raja ki aayegi barat rangili hogi raat
Magan main nachungi
Magan main nachungi
Raja ki aayegi barat rangili hogi raat
Magan main nachungi
Magan mai nachungi
Raja ki aayegi barat
Aaj kal tere mere pyar ke
Charche har juban par
Sabko malum hai or sabko khabar ho gayi
Aaj kal tere mere pyar ke
Charche har juban par
Sabko malum hai or sabko khabar ho gayi
O pardeshiya
Pardeshiya ye sach hai piya
Sab kahte hai maine tujhko dil de diya
Main kahti hu tune mera dil le liya
O pardeshiya
Pardeshiya ye sach hai piya
Sab kahte hai maine tujhko dil de diya
Main kahti hu tune mera dil le liya
Main kahti hu tune mera dil le liya
Ho ude jab jab julfe teri
Kuwariyo ka dil machle
Kuwariyo ka dil machle
Jind meriye
Ho jab aise chikne chahere
Ho jab aise chikne chahere
To kaise na nazar phisle
To kaise na nazar phisle
Jind meriye
O dilwalo dil mera sun ne ko beqaraar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Chahat se hum tum hai
Chahat se sansar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Kaho na pyaar hai
Ajib daastan hai ye
Kaha suru kaha khatam
Ye manzile hai kaun si
Ye na wo samaj sake na hum
Mubarake tumhe ke tum
Kisi ke noor ho gaye
Kisi ke itne paas ho
Ke sabse door ho gaye
Ajib daastan hai ye
Yaha kal kya ho kisne jaana
Zindagi ek safar hai suhana
Yaha kal kya ho kisne jaana
Tum paas aaye yun muskuraye
Tum paas aaye yun muskuraye
Tumne najaane kya sapne dikhaye
Ab to mera dil jaage na sota hai
Kya karu haaye kuch kuch hota hai
Kya karu haaye kuch kuch hota hai
Kuch kuch hota hai
Kuch kuch hota hai
Mehndi laga ke rakhna
Doli saja ke rakhna
Mehndi laga ke rakhna
Doli saja ke rakhna
Lene tuje o gori
Aayenge tere sajna
Mehndi laga ke rakhna
Doli saja ke rakhna
Mehndi laga ke rakhna
Doli saja ke rakhna
Lene tuje o gori
Aayenge tere sajna
Mehndi laga ke rakhna
Doli saja ke rakhna
Mehndi laga ke rakhna
Doli saja ke rakhna.