Tha Wo Bhi Kya Zamana Lyrics – Kishore Kumar
Yaad hai din yaad se milne ki
Jab aati thi raat
Are jagte rahte the do dil
Aur so jati thi raat
Haye hizar ke sikwe karte
Rote rote has padte
Der tak deewano ki si
Baate karte rahte hum
Aahe tha kya zamana
Khuda ki kasam
Sabse to unki thi
Pehchan dur ki
Hamse tha dostana
Khuda ki kasam
Hamse tha dostana
Khuda ki kasam
Aahe tha kya zamana
Khuda ki kasam
Na puchho na haye haye
Na puchho ke afat ki thi ek nisani
Hamari najar aur kisi ki jawani
Hamari najar aur kisi ki jawani
Mulakat ko har jatan kar gujarte
Magar dil dhadkate
Jamane ke dar se
Magar dil dhadkate
Jamane ke dar se
Andheri gali unchi nichi dagar
Churaye badan
Aur bachaye najar
Are har kadam thokre chala
Are lagta tha kya
Suhana khuda ki kasam
Are lagta tha kya suhana
Khuda ki kasam
Aahe tha kya zamana
Khuda ki kasam
Idhar aa haye haye idhar aa
Hasina tujhe hum bataye
Yahi husan tha aur yahi thi adaye
Yahi husan tha aur yahi thi adaye
Isi julf ki chaw me ji chuka hu
The aise hi lab
Jinka ras pi chuka hu
The aise hi lab
Jinka ras pi chuka hu
Wo surat abhi tak yaad hai
Jise mera ishk barbad hai
Koi bhula de magar mere waste
Are muskil hai bhul
Jana khuda ki kasam
Are muskil hai bhul
Jana khuda ki kasam.