Teri Zindagi Hain Lyrics – Asha Bhosle, Sadhana Sargam
Teri zindagi hain meri thokaro mein
Aye meri mohabbat ko thukrane wale
Teri zindagi hain meri thokaro mein
Aye meri mohabbat ko thukrane wale
Karun kyaa sitam main
Tujhe kyaa saza doon
Karun kyaa sitam main
Tujhe kyaa saza doon
Teri jaan hain aaj mere hawale
Ghuruur itan khud
Par na kar ye sitamghar
Naa tera sitam hi tujhi maar daale
Kisi ko koi maar sakta nahin hain
Kisi ko koi maar sakta nahin hain
Har ek zindagi hain khuda ke hawale
Teri zindagi hain meri thokaro mein
Mitta dungi barbaad kardungi tujhko
Tujhi ko na ye zaher tera mitta de
Ye nafrat ka shoola na tujhko jhala de
Teri jaan loon to mujhe chain aaye
Na tu apni taqdeer se haar jaaye
Nazar meri talvaar se kam nahin hain
Uthe yeh nazar to tujhe maar daale
Kisi ko koi maar sakta nahin hain
Kisi ko koi maar sakta nahin hain
Har ek zindagi hain khuda ke hawale
Teri zindagi hain meri thokaro mein
Tu kyaa jaane kismat ka kyaa faisala hain
Jahan mein burai ka badala nura hain
Main kismat ke har faisale ko badal doon
Jo takraye mujhe usse main kuchal doon
Tujhe keher se uske darna padega
Tujhe mere haatho se marna padega
Teri maut bankar kahdi hoon main sar par
Yeh taaqat hain kismein jo tujhko bachale
Kisi ko koi maar sakta nahin hain
Kisi ko koi maar sakta nahin hain
Har ek zindagi hain khuda ke hawale
Teri zindagi hain meri thokaro mein
Utha dungi qayamat teri aayegi shaamat
Girungi banke bijali tu jhal jaayegi pagli
Main khelu zindagi se maregi bebasi se
Nikalungi main armaan
Tu pachtayegi naadan
Jo marzi hain meri wahi aaj hoga
Woh hoga jo tune socha na hoga
Muddai laakh bura chahein
To kyaa hota hain
Wahin hota hain jo
Manjoore khuda hota hain
Woh hoga wahin
Jo khuda ko manjoor hoga
Khuda ke shiva kaun honi ko taale
Kisi ko koi maar sakta nahin hain
Kisi ko koi maar sakta nahin hain
Har ek zindagi hain khuda ke hawale
Khuda ke hawale.