Teri Umar Lyrics – Amit Kumar, Kishore Kumar
Teri umar 50 ya 55 ki
Kare baate jawani aur bachpan ki
Teri umar 50 ya 55 ki
Kare baate jawani aur bachpan ki
Is umar mein kare byah
O babu hosh mein aa
Na muh kala karwa
O babu hosh mein aa
Ye duniya kahegi kya
O babu hosh mein aa
Main jawan se nahin kaam beta
Abhi mujhme bahut hain dam beta
Main jawan se nahin kaam beta
Abhi mujhme bahut hain dam beta
Kar sakta hu char byah
O beta na ghabra
Na beech mein tang adda
O beta na ghabra
Nahin duniya ki parwah
O bitwa na ghabra
Chha jaye budapa
Dhalti umar mein sab kuchh dhal
Jaye kuchh to samjh le papa
Pada akal mein kyu parda
O babu hosh mein aa
Are hosh mein to hu
Na muh kala karwa
O babu hosh mein aa
Ye duniya kahegi kya
O babu hosh mein aa
Waha umar nahin chalti
Dil se dil mil jata jab hai
Dulhan ko tu les kam
Waha umar ka kya matlab
Mujhe bandhne de tu sehra
O beta na ghabra
O beta na ghabra
Na beech mein tang adda
O beta na ghabra
Nahin duniya ki parwah
O bitwa na ghabra
Bapu bapu ye tumhe
Kya ho gaya hain
Kuchh nahin chhaure
Main jawan ho gaya hain
Logo bete ka dusman hain
Ye awara baap
Kya bakta hain re
Logo bete ka dusman hain
Ye awara baap
Shaddi ka number mera hain
Aur karne chala baap
Mera charkha nahin chala
O babu hosh mein aa
Are hosh mein to hoon
Na muh kala karwa
O babu hosh mein aa
Ye duniya kahegi kya
O babu hosh mein aa
Sehra bandhega aur baja bajega
Aur chalegi aatisbaji
Kya maja ayega
Sehra bandhega aurr baja bajega
Aur chalegi aatisbaji
Tu kya tera baap bhi roke
Hoke rahegi shaadi
Mere raste se hatja
O bitwa na ghabra
Na beech mein tang adda
O beta na ghabra
Nahin duniya ki parwah
O bitwa na ghabra
Na muh kala karwa
O babu hosh mein aa
Ye duniya kahegi kya
O babu hosh mein aa
Na beech mein tang adda
O beta na ghabra
Nahin duniya ki parwah
O bitwa na ghabra.