Teri Tarif Karte Hain Lyrics – Anup Jalota
Ye tere phool se gaalo pe jo kaala til hain
Tum ko maloom nahin hain ke ye mera dil hain
Teri tarif karte hain to ismein kyaa buraai hain

Khuda ne apne hatho se teri surat banaai hain

Tere ghesu tere abroo teri aankhein ye lab tere

Jo dil ko lut le jaaye woh teri dil numaayi hain
Khuda ne apne hatho se teri surat banaai hain
Teri tarif karte hain to ismein kyaa buraai hain
Hazaro ki tarah sunle teri rushwai ke darr se

Teri tasveer humne bhi kitabo mein chhupai hain
Khuda ne apne hatho se teri surat banaai hain
Teri tarif karte hain to ismein kyaa buraai hain
Teri masoom surat ke yahin tarif hain sunle

Jabaan pe hain yahin sab ke
Khudai hain khudai hain
Khuda ne apne hatho se teri surat banaai hain
Teri tarif karte hain to ismein kyaa buraai hain
Maraj ye ishq ka aisa laga ke phir nahin chhuta

Duaan bhi humne ki raahi dawa bhi aazmai hain
Khuda ne apne hatho se teri surat banaai hain
Teri tarif karte hain to ismein kyaa buraai hain
Khuda ne apne hatho se teri surat banaai hain
Teri tarif karte hain to ismein kyaa buraai hain
Teri tarif karte hain to ismein kyaa buraai hain.