Teri Tarif Karte Hain Lyrics – Anup Jalota
Ye tere phoolo se gaalo pe
Jo kaala til hain
Ye tere phoolo se gaalo pe
Jo kaala til hain
Tumko maalum nahi hain ke
Ye mera dil hain
Teri tarif karte hain to
Is mein kyaa buraai hain
Teri tarif karte hain to
Is mein kyaa buraai hain
Khuda ne apne hatho se
Teri soorat banai hain
Teri tarif karte hain to
Is mein kyaa buraai hain
Tere gesu tere abroo
Teri aankhen ye lab tere
Tere gesu tere abroo
Teri aankhen ye lab tere
Jo dil ko loot le jaaye
Woh teri dil rubaai hain
Khuda ne apne hatho se
Teri soorat banai hain
Teri tarif karte hain to
Is mein kyaa buraai hain
Hazaron ki tarah sun le
Teri rushwaai ke dar se
Hazaron ki tarah sun le
Teri rushwaai ke dar se
Teri tasveer humne li
Kitaabon mein chhupai hain
Khuda ne apne hatho se
Teri soorat banai hain
Teri tarif karte hain to
Is mein kyaa buraai hain
Teri maasum soorat ki yahin
Taarif hain sunle
Teri maasum soorat ki yahin
Taarif hain sunle
Jabaan pe hain yahin sabke
Khudaai hain khudaai hain
Khuda ne apne hatho se
Teri soorat banai hain
Teri tarif karte hain to
Is mein kyaa buraai hain
Ke phir nahi chhuta
Mard ye ishq ka aesa laga
Ke phir nahi chhuta
Duaa bhi humne ki raahi
Dawa bhi aazmaai hain
Khuda ne apne hatho se
Teri soorat banai hain
Teri tarif karte hain to
Is mein kyaa buraai hain
Khuda ne apne hatho se
Teri soorat banai hain
Teri tarif karte hain to
Is mein kyaa buraai hain
Teri tarif karte hain to
Is mein kyaa buraai hain
Teri tarif karte hain to
Is mein kyaa buraai hain.