Teri Sason Ki Mehek Lyrics – Ashok Khosla
Khuda hi jaane kya hoga is mohabbat mein
Milegi rahate manzil
Milegi rahate manzil ya darbadar ki khaak
Badi ajib si bechaini hai tabiyat mein
Koi to baat hai aisi jo hum tadapate hai
Wagar na koan yahan rakhta hai kisi ko yaad
Ghuda jaba woh haar phir gale mein ho
Huzure husn mein hai ishq ki yahin fariyaad
Teri sason ki mehek tere badan ki khusboo
Teri sason ki mehek tere badan ki khusboo
Teri sason ki mehek tere badan ki khusboo
Aaj bhi yaad hain hum aaj bhi nahi bhule
Teri sason ki mehek tere badan ki khusboo
Reshami zulf ki aawargi ke kyaa kehane
Jab bhi machali hain kaleje pe kahin teer chale
Jab bhi joban ko hawao ne kiya hain parda
Woh milan phir se nigaho mein ye tasveer dhale
Haaye woh tera simat jana tera sarmana
Haaye woh tera simat jana tera sarmana
Aaj bhi yaad hain hum aaj bhi nahi bhule
Teri sason ki mehek tere badan ki khusboo
Woh tere lab jo ghulabo se jyada najuk hain
Jee ye chahata hai unhein chum aur phir chume
Dil pat jaaye tere jism se malmal ki tarah
Phir pee koi anokha sa jaam phir jhoome
Un dino tune sunaya thaa jo bhi afsana
Un dino tune sunaya thaa jo bhi afsana
Aaj bhi yaad hain hum aaj bhi nahi bhule
Teri sason ki mehek tere badan ki khusboo
Dil ye kehta hain tujhe dede khuda ka darja
Bhul kar saare zamane ko tere ho jaaye
Woh jawaan khwab the jis khwab ki tabir hai tu
Hum usi khwab mein ik baar phir se kho jaaye
Tune jo humko diya tha haseen nazrana
Tune jo humko diya tha haseen nazrana
Aaj bhi yaad hain hum aaj bhi nahi bhule
Teri sason ki mehek tere badan ki khusboo
Teri sason ki mehek tere badan ki khusboo.