Teri Meri Baat Ho Kaise Lyrics – Abhijeet Bhattacharya, Hema Sardesai
Kaise jabke hai ye hal
Main jinko zulfe kahta hu
Tu kahta hai bal
Main inko banau main inko sawaru
Main inko sajau ye mera hai kam
Inko jo chulu to gum ko main bhulu
Dil mera paye aaram
Teri meri baat ho
Kaise jabke hai ye hal
Main jinko zulfe kahta hu
Tu kahta hai bal
Main inko banau main inko sawaru
Main inko sajau ye mera hai kam
Inko jo chulu to gum ko main bhulu
Dil mera paye aaram
Katu jab zulfe to sab kahe aah
Bad mein magar sab kahe wah ji wah
Katu jab zulfe to sab kahe aah
Bad me magar sab kahe wah ji wah
Hai uske chehre pe sabki nigah
Zulfo ko jiski main hath laga du
Teri meri meri teri baat ho
Kaise jabke hai ye hal
Main jinko zulfe kahta hu
Tu kahta hai bal
Main inko banau main inko sawaru
Main inko sajau ye mera hai kam
Inko jo chulu to gum ko main bhulu
Dil mera paye aaram
Kali rato ki zulfe kali rsham si zulfe
Hai ghaneri ye zulfe hai andheri ye zulfe
Haye lahrati zulfe haye bal khati zulfe
Nagino jaisi ye zulfe
Kya kahu kaisi zulfe
O sun le tu jara sunle
Meri baat azab nirali hai
O sunle tu abhi khuke
Ye zulf bikharne wali hai
Teri meri meri teri baat
Ho kaise jabke hai ye hal
Main jinko zulfe kahta hu
Tu kahta hai bal
Main inko banau main inko sawaru
Main inko sajau ye mera hai kam
Inko jo chulu to gum ko main bhulu
Dil mera paye aaram
Zulfe sawaru main to
Wo bhi hai khush
Main bhi hu khush
Rup nikharu main to
Wo bhi hai khush
Main bhi hu khush
Zulfo wale mujhko jane sare
Hasi mujhko pahchane
Kya samjhau kaise main baatalu
Jisme barso se uljha
Hu zulfo ka hai jal
Teri meri meri teri baat ho
Kaise jabke hai ye hal
Main jinko zulfe kahta hu
Tu kahta hai bal
Main inko banau main inko sawaru
Main inko sajau ye mera hai kam
Inko jo chulu to ghum ko main bhulu
Dil mera paye aaram.