Teri Fariyaad Lyrics – Jagjit Singh, Rekha Bhardwaj
अब कोई आस ना उम्मीद
बची हो जैसे
अब कोई आस ना उम्मीद
बची हो जैसे
तेरी फरियाद मगर
मुझमे दबी हो जैसे
जागते जागते इक उम्र कटी हो जैसे
जागते जागते इक उम्र कटी हो जैसे
अब कोई आस ना उम्मीद
बची हो जैसे
रस्ते चलते हैं
मगर पाँव थामे लगते हैं
हम भी इस बर्फ के मंज़र में
जमे लगते हैं
जान बाकी है मगर सांस रुकी हो जैसे
हम्म…
वक़्त के पास लतीफ़े भी हैं
मरहम भी है
क्या करूँ मैं के मेरे दिल में
तेरा ग़म भी है
मेरी हर सांस
तेरे नाम लिखी हो जैसे
कोई फरियाद तेरे दिल में
दबी हो जैसे
किसको नाराज़ करून
किस से खफा हो जाऊं
अक्स हैं दोनों मेरे
किस से जुड़ा हो जाऊं
मुझसे कुछ तेरी नज़र पूछ
रही हो जैसे
सेहर ही ना मिली
जिस्म से जान के निकलने
खबर ही ना मिली
ज़िन्दगी तेज़ बोहत तेज़ चलि हो जैसे
ज़िन्दगी तेज़ बोहत तेज़ चलि हो जैसे
कैसे बिछड़ूँ के वो मुझमे ही
कहीं रेहता है
उस से जब बचके गुजरता हूँ
तोह ये लगता है
वो नज़र छुपके मुझे देख रही हो जैसे
हम्म…
Ab koi aas na umeed
Bachi ho jaise
Ab koi aas na umeed
Bachi ho jaise
Teri fariyad magar
Mujhme dabi ho jaise
Jaagte jaagte ek umar kati ho jaise
Jaagte jaagte ek umar kati ho jaise
Ab koi aas na umeed
Bachi ho jaise
Raste chalte hain
Magar paaon thame lagte hain
Hum bhi is barf ke manzar mein
Jame lagte hain
Jaan baaki hai magar saans ruki ho jaise
Hmm…
Waqt ke paas latife bhi hain
Marham bhi hai
Kya karoon main ke mere dil mein
Tera gham bhi hai
Meri har saans
Tere naam lekhi ho jaise
Koi fariyad tere dil mein
Dabi ho jaise
Kis se khafa ho jaoon
Aks hain dono mere
Kis se judaa ho jaoon
Mujhse kuch teri nazar pooch
Rahi ho jaise
Raat kuch aisi kati hai ke
Sehar hi na mili
Jism se jaan ke nekalne
Khabar hi naa mili
Zindagi tez bohat tez chali ho jaise
Zindagi tez bohat tez chali ho jaise
Kaise bichdoon ke wo mujhme hi
Kahin rehta hai
Us se jab bachke guzarta hoon
Toh ye lagta hai
Wo nazar chhupke mujhe dekh rahi ho
Jaise
Hmm…