Tere Siva Lyrics – Ram Sampath, Tarannum Malik
Yeh hai dua, ya hai sazaa
Kuch na dikhe, tere siva
Tere siva
Duniya mein kuch bhi
Na dikhta hai, tere siva
Tera nasha
Chhaaya hai, chhaaya hai,
Chhaaya hai, tera nasha
Yeh nasha, badh jaaye na,
Kahin ragon mein chadh jaaye na
Tere bin kuch na rahoon,
Pyaar be-bas kar jaaye na
Iss tarah khona kisi mein,
Theek bhi hai ya nahin
Pyaar ke iss sagar mein main
Doob na jaaun kahin
Yeh hai dua, ya hai sazaa
Kuch na dikhe, tere siva
Tere siva
Duniya mein kuch bhi
Na dikhta hai, tere siva
Tera nasha
Chhaaya hai, chhaaya hai,
Chhaaya hai, tera nasha
Iss tarah chhoota hai tu,
Gir hassi khulti hoon main
Kitne din ehsaas yeh,
Sang le chalti hoon main
Ho rahi aadat meri
Aisa hai tera nasha,
Gum sa hai khud ka pataa
Ye hai dhuan, ya hai sazaa
Kuch na dikhe, tere siva
Tere siva
Duniya mein kuch bhi
Na dikhta hai, tere siva
Tera nasha
Chhaaya hai, chhaaya hai,
Chhaaya hai, tera nasha.