Tere Nainon Ke Main Deep Jalaoonga Lyrics

in

"Tere Nainon Ke Main Deep Jalaoonga" Song Details:

Movie: Anuraag (1972)
Singer(s):Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist(s):Anand Bakshi
Composer(s):S. D. Burman
Music Director(s):S. D. Burman
Genre(s):Love
Director(s):Shakti Samanta
Music Label:© Saregama
Starring:Vinod Mehra, Nutan, Ashok Kumar, Moushmi Chatterjee
Release on:22nd November, 1972

Tere Nainon Ke Main Deep Jalaoonga Lyrics – Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

lyricsbogie.com
O tere naino ke mai dip jalaunga
Apni ankho se dooniya dikhalaunga
O tere naino ke mai dip jalaunga

Achchha, woh kya hai, ek mandir hai
Us mandir me, ek murat hai
Yeh murat kaisi hoti hai
Teri surat jaisi hoti hai
Woh kya hai

Mai kya janu chhanv hai kya, aur dhup hai kya
Rang birangi iss dooniya kaa rup hai kya
Woh kya hai, ek parvat hai
Us parvat pe ek badal hai
Yeh badal kaisa hota hai
Tere aanchal jaisa hota hai
Woh kya hai

Mast hawa ne ghunghat khola kaliyo kaa
Jhum ke mausam aaya hai rang raliyo kaa
Woh kya hai, ek bagiya hai
Us bagiya me kai bhanvare hai
Bhanvare kya rogi hote hain
Nahee dil ke rogi hote hain

Aisi bhi anjan nahee mai abb sajna
Bin dekhe mujhko dikhata hai sab sajna
Achchha, toh woh kya hai, woh sagar hai
Us sagar me ik naiya hai
Are tune kaise jan liya
Mann kee ankho se nam liya
Woh kya hai.

Tere Nainon Ke Main Deep Jalaoonga Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.