Tere Mohalle Lyrics – Aishwarya Nigam, Mamta Sharma
Khidki se mujhe taanke
Saare gali ke baanke
Khidki se mujhe taanke
Saare gali ke baanke
Khidki se mujhe taanke
Saare gali ke baanke
Sab ko lallu bana ke
Dil phenka tujh par
Hum lut gaye vai
Aake tere mohalle
Hum lut gaye vai
Aake tere mohalle
Hum lut gaye vai
Aake tere mohalle
Hum lut gaye vai
Aake tere mohalle
Kyoon lambi haanke
Koi na tujhe taanke
Kyoon lambi haanke
Koi na tujhe taanke
Kyoon lambi haanke
Koi na tujhe taanke
Kisko lallo bana ke
Kahti rehti hai phirr
Ke lut ke vai aake
Tere mauhalle
Hum lut ke vai aake
Tere muhalle
Hum lut gaye baby
Aake tere mohalle
Hum lut gaye zaalima
Ke tere mohalle
Apni marzi ke
Chutki lage hume
Yeh dil phansaane mein
Mere jalwe bhi
Beta wo dum hai
Nikle sari umar
Mujhe patane mein
Kara lo ji kara lo
Dil ki f.d. Kara lo
Angoootha bhi lagwa
Lo dil phenka tujh per
Hum lut gaye vai aake
Ke tere mohalle
Hum lut gaye vai aake
Ke tere mohalle
Hum lut gaye hum lut gaye
Hum lut gaye lute
Gaye lut gaye
Hum lut gaye hum lut gaye
Hum lut gaye lute
Gaye lut gaye
Hum lut gaye jaanaa
Aake tere mohalle
Hum lut gaye beauty
Aake tere mohalle
Badi moofat hai
Yeh jawaani bhi
Darti nahi yeh to
Bhid jaane se
Ho chal kat le tu
Kitna phenke hai
Zara bhi damm nahi hai
Tere drame mein
Badha lo ji badha lo
Relation wa badha lo
Naino ke pench lada lo
Aa jaao na chhat per
Hum lut gaye baby
Aake ke tere mohalle
Hum lut gaye zaalima
Ke tere mohalle
Khidki se mujhe taanke
Saare gali ke baanke
Kyoon lambi haanke
Koi na tujhe taanke
Kisko lallo bana ke
Kahti rahti hai phirr
Hum lut gaye vai
Aake ke tere mohalle
Hum lut gaye vai
Aake ke tere mohalle
Hum lut gaye baby
Aake ke tere mohalle
Hum lut gaye zaalima
Ke tere mohalle
Deewane hain dilon
Ko hum to jodenge
Na ghar ka tumhe
Ghat ka na chhodenge
Kyoon baaz na aati
Hai kheencha tani hai
Haan hum popular
Hain apni manmani se
Hum lut gaye lut gaye
Jaana hum lut gaye
Hum lut gaye lut gaye
Avaii hum lut gaye
Hum lut gaye lut gaye
Baby hum lut gaye
Hum lut gaye lut gaye
Zaalima lut gaye.