Tere Mere Beech Mein Lyrics – Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Tere mere beech mein
Tere mere beech mein
Kaisa hai yeh bandhan anjaana
Kaisa hai yeh bandhan anjaana
Kaisa hai yeh bandhan anjaana
Maine nahin jaana tune nahin jaan
Maine nahin jaana tune nahin jaan
Tere mere beech mein
Kaisa hai yeh bandhan anjaana
Ek door keenche dooja dauda chala aaye
Ek door keenche dooja dauda chala aaye
Kachche dhaage mein bandha chala aaye
Aise jaise koi
Aise jaise koi deewana
Aise jaise koi deewana
Maine nahin jaana tune nahin jaan
Maine nahin jaana tune nahin jaan
Tere mere beech mein
Kaisa hai yeh bandhan anjaana
Ho ho aapadiya
Haan haan jaise sab samajh gaya
Pehnoongi main tere haathon se kangna
Pehnoongi main tere haathon se kangna
Jayegi meri doli tere hi angna
Chaahe kuch kar le
Chaahe kuch kar le zamaana
Chaahe kuch kar le zamaana
Maine nahin jaana tune nahin jaana
Tere mere beech mein
Kaisa hai yeh bandhan anjaana
Yeh ni romba adga irukke
Rumba? Yeh rumba-mumba kya hai?
Itni zubaane bole log hamjoli
Itni zubaane bole log hamjoli
Duniya mein pyaar ki ek hai boli
Bole jo shamaa
Bole jo shamaa parwaana
Bole jo shamaa parwaana
Maine nahin jaana tune nahin jaana
Parwa illaye nalla paadra
Kya?
Soom, eh hm hm
Tere mere beech mein
Kaisa hai yeh bandhan anjaana
Kaisa hai yeh bandhan anjaana
Kaisa hai yeh bandhan anjaana.