Tera Naam Liya Dil Tham Liya Lyrics – Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Dil ke bajar daulat nahi dekhi jati
Pyar ho jaye to surat nahi dekhi jati
Ek ada par ye dilo jan nichawar kar du
Mal acha ho to kimat nahi dekhi jati
Ulfat ko jamana kya jane
Ulfat ko jamana kya jane
Ulfat se to hamne kam liya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya tera nam liya
Nam liya nam liya nam liya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya
Hum bhi to inhi do bato par
Hum bhi to inhi do bato par
Badna mhue ilzam liya
Ke tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya
Nam liya nam liya nam liya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya
Parda bhi hai or parda bhi mahi
Jalwa bhi hai or jalwa bhi nahi
Chilman kahi padi ho sarakati jarur hai
Dilwalo ki nigah pahuchti jarur hai
Kangan ho ya chudiya
Ho magar bichhadi rat ho
Koi na koi chiz khanakti jarur hai
Parda bhi hai or parda bhi mahi
Jalwa bhi hai or jalwa bhi nahi
Jalwa bhi hai or jalwa bhi nahi
Andaz yahi dikhlake sanam
Andaz yahi dikhlake sanam
Dil tune sanam bedam liya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya tera nam liya
Nam liya nam liya nam liya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya
Wo aag idhar bhi jalti hai
Tumhare dard betab
Hamko rat bhar rakha
Kabhi takiya idhar rakha
Kabhi takiya udhar rakha
Tumhari rah dekha kiyae
Hum bekarari me
Kabhi chhokhat par sar rakha
Kabhi khidki pe sar rakha
Jo aag hai tere sine me
Wo aag idhar bhi jalti hai
Diwane teri chahat me kabhi
Diwane teri chahat me kabhi
Hamne bhi nahi aram liya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya tera nam liya
Nam liya nam liya nam liya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya
Bottle me kaha pyale me kaha
Masti hai jo teri ankho me
Tumhari mad bhari
Ankho ke ham sarabi hai
Hatao feko ye juthi
Sarab ki bottle
Nasha jawan ime
Hota hai dil me hota hai
Nasha sarab me
Hota to nachti bottle
Bottle me kaha pyale me kaha
Masti hai jo teri ankho me
Masti hai jo teri ankho me
Jis din se milayi tujhse najar
Jis din se milayi tujhse najar
Hatho me na humne jam liya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya tera nam liya
Nam liya nam liya nam liya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya
Mane ke na mene tu pyare
Kahte hai jo hum par biti hai
Sabne mahfil ke liye
Dhama banaya mujhko
Jiske ma ihath lagi
Usne jalaya mujhko
Maine mana ke tu
Mere liye bechain raha
Maine mana ke tu
Mere liye bechain raha
Jane man tune bhi
Rato ko jagaya mujhko
Mane ke na mene tu pyare
Kahte hai jo hum par biti hai
Jab sham dhali jab dard utha
Jab sham dhali jab dard utha
Is dil ne tera di nam miya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya tera nam liya
Nam liya nam liya nam liya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya.