Taron Ki Chhaon Tale Lyrics – Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Taron ki chhaon tale
Shamma parvane mile
Hoya kurban meri jaan
Mile dil se dil jale
Taron ki chhaon tale
Shamma parvane mile
Haye taron ki chhaon tale
Shamma parvane mile
Mashur jaha mein
Mein haseen hu isliye hai
Nur jaha mein
Dekh ke mujhko kisi
Shayar ne kaha tha
Utari hai asma se
Koi nur jaha mein
Are tune suna hi nahi
Phir apna fasana
Are ishq jise chahe
Bana dale deewana
Ho dekh ke mujhko
To bhi tune kaha tha
Tere liye chhod du mein
Sara zamana
Chalta koi zor nahi shokh
Nigaho ka haseen raag
Jab chale
Taron ki chhaon tale
Shamma parvane mile
Dil se meri aaj nikalo
To kahu mein
Badhti dhadkano ko
Chhupa lo to kahu mein
Dekh liya maine tumhe
Mast nazar se
Dagmagate pav sambhalo
To kahu mein
Are teri nighaho ko
Kaha jaam humhi ne
Charche kiye tere
Subha sham humhi ne
Kya tu hai aur kya teri
Yeh mast adaye
Tujhko haseena ka
Diya naam humhi ne
Tham le mehtab jigar
Rukht ye naqab
Agar chhod ke gayi
Taron ki chhaon tale
Shamma parvane mile
Jaane jaha shamma e
Mehfil bana diya
Aji humne tumhe pyar ke
Kabil bana diya
Hum jo na hote to tumhe
Kaun puchhta
Humko duaye do tumhe
Katil bana diya
Sun zara o bekhabar
Kya tujhko khabar hai
Zindagi teri to meri
Ek nazar hai
Man liya ishq bhi hai
Ek kayakash
Husn se lagta to
Qayamat ko bhi dar hai
Jagata parvana kare
Dil jala jal jal ke
Mare shamma jab jale
Taron ki chhaon tale
Shamma parvane mile
Hoya kurban meri jaan
Mile dil se dil jale
Taron ki chhaon tale
Shamma parvane mile.