Tareefe Meena Bazaar Lyrics – Hariharan, Preeti Uttam Singh
English
lyricsbogie.com
Har ek dil yaha ek dil talaash karta hainWafa ki pyaar ki manzil talaash karta hain
Yaha parwaane shama se karib hote hain
Hasin nazaro pe shehjaade shahid hote hain
Yaha dil lene dene ki ada bhi kaatil hain
Yaha ke waade bahut dilnashin hote hain
Jo bekarar kare woh karaar kehate hain
Iss bajaar ko mina bajaar kehte hain.