Taram Pum Taram Pum Lyrics – Babul Supriyo, Srinivas
Yeh khoya khoya rahta hai
Yeh din main soya soya rahta hai
Yeh ratoon ko uthke rota hai
Yehi gaata hai woh le gai dil
Taram pam taram pam taram pam
Chalo us ko dhundhenge hum.
Pari hai woh hai hur koi
Jo dhaaya hai itna sitam
Nahin woh to kuch aur hi hai
Kahin kya yaroon tum sehum
Taram pam taram pam taram pam
Chalo us ko dhundhenge hum.
Itni haseenon main chupii
Ek aisi haseena hai
Ki moti sip main ho jaise
Anguthi main ho nagina koi woh
Dekha hai tum ne kaho kya usko
Jaise nagina koi woh
Dekha hai tum ne kaho kya usko
Taram pam taram pam taram pam
Chalo us ko dhundhenge hum.
Pari hai woh hai hur koi
Jo dhaaya hai itna sitam
Nahin woh to kuchh aur hi hai
Kahin kya yaroon tum se hum
Chalo us ko dhundhenge hum.
Taram pam taram pam taram pam…
Duudh se rangat hai dhuli
Ho chandni se jaise
Kanwal ke jaise nazaakat hai
Karishma hai woh khuda hi ka to jo
Dekha hai tum ne kaho kya usko
Jaise karishma hai woh dekha hai
Tum ne kaho kya usko
Taram pam taram pam taram pam
Chalo us ko dhundhenge hum.
Pari hai woh hai hur koi
Jo dhaaya hai itna sitam
Woh subah ka tara hai han
Woh kismat se humara hai
Woh yaroon doli sajake rakhna hai
Use banna hai meri dulhan
Taram pam taram pam taram pam
Chalo us ko dhundhenge hum.
Pari hai woh hai hur koi
Jo dhaaya hai itna sitam
Nahin woh to kuchh aur hi hai
Kahin kya yaroon tum se hum
Taram pam taram pam taram pam
Chalo us ko dhundhenge hum.