Taqdeer Ne Loota Mujhe Lyrics

in

"Taqdeer Ne Loota Mujhe" Song Details:

Movie: Shrimatiji (1952)
Singer(s):Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyricist(s):Hasrat Jaipuri
Composer(s):Jimmy
Music Director(s):Jimmy
Genre(s):Sad
Director(s):I.S. Johar
Music Label:© Saregama
Starring:I.S. Johar, Shyama
Release on:26th October, 1952

Taqdeer Ne Loota Mujhe Lyrics – Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

Taqdeer ne loota mujhe
Taqdeer ne loota
Manzil pe lake pyar ne
Begana kar diya

Taqdeer ne loota mujhe
Taqdeer ne loota
Manzil pe lake pyar ne
Begana kar diya

Lakho hi sahe humne sitam
Gham bhi utahye gham bhi utahye
Rote hai dil hi dil me sanam
Dard chhupaye dard chhupaye

Aabad hai gham se
Meri aabad hai duniya
Ek bewafa ke pyar
Ne diwana kar diya

Taqdeer ne loota mujhe
Taqdeer ne loota
Manzil pe lake pyar ne
Begana kar diya
Kya kya thi tamnaaye
Jo hum leke chale hai
Kya kya thi tamnaaye
Jo hum leke chale hai

lyricsbogie.com
Dil pehle diya jaan bhi
Ab deke chale hai
Ha jaan deke chale hai
Fariyad hai gham ki
Mere fariyad hai duniya
Chhoti si baat thi
Jise afsana kar diya

Taqdeer ne loota mujhe
Taqdeer ne loota
Manzil pe lake pyar
Ne begana kar diya

Hum khud hi taposayat
Bane ulfat ko basake
Rote hai ashqo ko
Sine se laga ke
Lo pyar bhi ab chal
Diya nazro ko bachake
Haye nazro ko bachake

Mashad hai gham se
Meri mashad hai duniya
Ek dil tha jisko pehle
Hi nazrana kar diya
Taqdeer ne loota mujhe
Taqdeer ne loota
Manzil pe lake pyar
Ne begana kar diya.

Taqdeer Ne Loota Mujhe Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.