Taqdeer Ne Kya Angadayi Lee Lyrics – Suman Kalyanpur, Usha Timothy
Nikli sawari raat ki
Neel ke dariya me basti dhudh ki jajbat ki
Husnwalo ke sar pe phul barsati hui
Gudgudati muskurati chedti gati hui
Jab kabhi patwar se yuhi ishare ho gaye
Kuchh ude katre hawa me
Or sitare ho gaye
Wakt ko tarik ye sabne meharba kar diya
Do jawa ruho hoke milne ka sama kar diya
Taqdeer ne kya angadayi lee
Jine ki fiza namkin hui
Kuchh ishq badha kuchh husn badha
Kuchh ishq badha kuchh husn badha
Or dil ki dunia
Or dil ki duniya hasin hui
Or dil ki duniya hasin hui
Or dil ki duniya hasin hui
Sitaro dhale ek khandhar ke tale
Do dil yu mile yu mile
Tar lahra gaye
Har kali khil gayi bekali dhul gayi
Apne hi aap par
Apne hi aap par
Apne hi aap par phul sharma gaye
Waqt ke saj par husn ke naj par
Ahle dil mar mite
Aarzuye to kya aahe tak fuk di
Aarzuye to kya aahe tak fuk di
Manjile husn par kafile yun lute
Kafile yun lute kafile yun lute
Kafile yun lute
Jab khun baha apne dil se
Jab khun baha apne dil se
Mahfil me rangi hui
Kuchh ishk badha kuchh husn badha
Kuchh ishk badha kuchh husn badha
Or dil ki duniya
Or dil ki duniya hasin hui
Or dil ki duniya hasin hui
Or dil ki duniya hasin hui
Taqdeer ne kya angadayi lee
Jine ki fiza sangin hui
Jab pyar ki bate ishk ne ki
Jab pyar ki bate ishk ne ki
Tab husn ki ruh
Tab husn ki ruh gumgin hui
Tab husn ki ruh gumgin hui
Tab husn ki ruh gumgin hui
Ik kali guljabi sakh par hai hasi
Isko chedo ha chhedo chhedo ha chhedo
Nahi maili ho jayegi
Gird tum ghum lo dekh kar chum lo
Nigaho se chumlo warna kho jayegi
Ha bas manjil nahi apna sahil nahi
Jiska ye dil nahi ruh so jayegi
Kar jadu kar gaya
Jism ke kadar da
Kar jadu kar gaya
Jism ke kadar da
Pyar ki dasta pyar ki dasta
Pyar ki dasta ruswa ho jayegi
Pyar ki dasta ruswa ho jayegi
Ruswa ho jayegi
Tum aag ko rag samjh baithe
Tum aag ko rag samjh baithe
Angaro se hi taslin hui
Jab pyar ki bate ishk ne ki
Jab pyar ki bate ishk ne ki
Tab husn ki ruh
Tab husn ki ruh gumgin hui
Tab husn ki ruh gumgin hui
Tab husn ki ruh gumgin hui
Taqdeer ne kya angadayi lee
Jine ki fiza namkin hui
Kuchh ishk badha kuchh husn badha
Kuchh ishk badha kuchh husn badha
Or dil ki duniya
Or dil ki dunia hasin hui
Or dil ki dunia hasin hui
Or dil ki dunia hasin hui
Sakh bhar ki kali ho wo kitni bhali
Jo na dil se lagi
Jo na dil se lagi
Umar dhal jayegi
Hawas or pyar ka kissa takrar ka
Fark bekar ka fark bekar
Jawani dhal jayega
Jadu ye dam badam nagmo ke talo sam
Jadu ye dam badam nagmo ke talo sam
Ye sunhare kadam ye sunhare kadam
May ubal jayegi
Khud ko awaz do waqt ko saj do
Ishk ka naz do rat dhal jayegi
Yun na ghabraiye pas to ayiye
Har ada aapki dilnashi hui
Kuchh ishq badha kuchh husn badha
Kuchh ishq badha kuchh husn badha
Or dil ki duniya
Or dil ki duniya hasin hui
Or dil ki duniya hasin hui
Or dil ki duniya hasin hui.