Tanhaiyan Lyrics – Alka Yagnik
Apni saron pe jhak ke
Taaj sajaye itlati huyi
Sahilon ki taraf badhti hai
Sahilon par chataane hai
Lehre chaknachur ho jati hai
Aksar sapne bhi sachhaiyon
Se takrake yuhi tutte hai
Magar dil woh kambakht hai
Ke phir bhi ummeed karta hai
Shayad kabhi yeh shayad kahin
Sagar se bhi gehri hai tanhaiyan
Raat se bhi kali gham ki parchaiyan
Dhoondti hoon tumhe khoye najane ho
Tum kahan tum kahan tum ho kahan
Sagar se bhi gehri hai tanhaiyan
Raat se bhi kali gham ki parchaiyan
Dhoondti hoon tumhe khoye najane ho
Tum kahan tum kahan tum ho kahan
Suni suni hai suni suni hai sapno
Ki yeh wadiyan suna suna hai
Suna suna hai armano ka ye jahaan
Suni suni hai suni suni hai sapno
Ki yeh wadiyan
Suna suna hai suna suna hai
Armano ka yeh jahan
Suni suni hai suni suni hai sapno
Ki yeh wadiyan
Suna suna hai suna suna hai
Armano ka yeh jahan
Phayla hai in hawaon main jaise dhuwan
Tum ho kahan tum ho kahan
Khoi khoi hai khoi khoi hai dhadkan
Ki har dastan khoya khoya hai
Khoya khoya hai yadon ka har karwan
Khoi khoi hai khoi khoi hai dhadkan
Ki har dastan khoya khoya hai
Khoya khoya hai yadon ka har karwan
Hairan hai yeh jhamin aur yeh asmaan
Tum kahaan tum ho kahaan
Sagar se bhi gehri hai tanhaiyan
Raat se bhi kali gham ki parchaiyan
Dhoondti hoon tumhe khoye najane ho
Tum kahan tum kahan tum ho kahan.