Tan Ke Zakhm Toh Bhar Gaye Lekin Lyrics – Attaullah Khan Esakhelvi
Baat parde ki hai parda hi pada rehne do
Naam ka qaatil ka bata du ye mara kaam nahin
Kaam kya hai teri ulfat mein tadapne ke siva
Tu nahi hai to ghadi bhar mujhe aaram nahin
Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin
Dil ko abhi aaram na aaya
Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin
Dil ko abhi aaram na aaya
Jiske liye hoon zinda ab tak
Jiske liye hoon zinda ab tak
Uska koi paigaam na aaya
Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin
Dil ko abhi aaram na aaya
Badnaami ke daag lage hai
Bas mere hi daaman par
Badnaami ke daag lage hai
Bas mere hi daaman par
Jisne kiya hai rushwa mujhko
Uspe koi ilzaam na aaya
Jisne kiya hai rushwa mujhko
Uspe koi ilzaam na aaya
Jiske liye hoon ab tak zinda
Jiske liye hoon ab tak zinda
Uska koi paigaam na aaya
Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin
Dil ko abhi aaram na aaya
Bheja usne naama par ko
Jab main duniya chhod chala
Bheja usne naama par ko
Jab main duniya chhod chala
Uska kaashid aaya lekin
Mere kisi bhi kaam na aaya
Uska kaashid aaya lekin
Mere kisi bhi kaam na aaya
Jiske liye hoon ab tak zinda
Jiske liye hoon ab tak zinda
Uska koi paigaam na aaya
Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin
Dil ko abhi aaram na aaya
Dil ko kuchh to chain mile
Jisko pee kar apne tute
Dil ko kuchh to chain mile
Apne hath mein abtak yaaro
Apne hath mein abtak yaaro
Koi bhi aisa jaam na aaya
Jiske liye hoon ab tak zinda
Jiske liye hoon ab tak zinda
Uska koi paigaam na aaya
Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin
Dil ko abhi aaram na aaya
Tod diya hai jiski khatir
Naata saari duniya se
Tod diya hai jiski khatir
Naata saari duniya se
Uske hoton par to ab tak
Bhulke mera naam na aaya
Uske hoton par to ab tak
Bhulke mera naam na aaya
Jiske liye hoon ab tak zinda
Jiske liye hoon ab tak zinda
Uska koi paigaam na aaya
Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin
Dil ko abhi aaram na aaya
Khabar thi usko meri maiyyat
Uski gali se ghuzaregi
Khabar thi usko meri maiyyat
Uski gali se ghuzaregi
Log to sab hi dekh rahe they
Log to sab hi dekh rahe they
Lekin woh sare baam na aaya
Jiske liye hoon zinda ab tak
Jiske liye hoon zinda ab tak
Uska koi paigaam na aaya
Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin
Dil ko abhi aaram na aaya
Tere dar pe dastak deke
Aakhir saadiq so hi gaya
Tere dar pe dastak deke
Aakhir saadiq so hi gaya
Tu na mila to moat mili hai
Tu na mila to moat mili hai
Harsh tere na kaam aaya
Jiske liye hoon zinda ab tak
Jiske liye hoon zinda ab tak
Uska koi paigaam na aaya
Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin
Dil ko abhi aaram na aaya
Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin
Dil ko abhi aaram na aaya
Tan ke zakhm toh bhar gaye lekin
Dil ko abhi aaram na aaya..