Talaash Lyrics – Ameeta Parsuram, Suha Khan
Talaash meri nazar
Ko hain phir ussi pal ki
Wo ek pal jise sadiyan
Talash karti hain
Talaash meri nazar
Ko hain phir ussi pal ki
Talaash meri nazar
Ko hain phir ussi pal ki
Wo ek pal jise sadiyan
Talash karti hain
Wo ek pal jise sadiyan
Talash karti hain
Talaash meri nazar ko
Hain phir ussi pal ki
Talaash meri
Khushboo o ka derra hain
Woh ek lamha jise
Chahato ne gera hain
Woh lamha jisme hain
Hairaan dil ke khone ka
Woh lamha jisme nai
Khoaf khud ko khone ka
Tujhe bhi yaad to
Hoga meherbaan lamha
Teri nigaah ne mujhko
Gale lagaya thaa
Teri nigaah ne sapna
Haseen dikhaya thaa
Teri nigaah ke manzar
Jo maine dekhe the
Teri nigaah ne uss pal
Khuda ko paaya thaa
Ajib jaadu e lamhein
Mein kaid the hum tum
Wajood apne pigal
Ke jahan pe ek huye
Jo tera dard thaa mera
Huaa usi pal mein
Jo mera gum thaa woh
Tera huaa usi pal mein
Theher gaya thaa wahin
Meri zindagi ka safar
Kuchh iss tarah abhi
Taq wahin thehara
Ke jise waqt bhi ho
Muntazir usi pal ka
Woh pal to aayega
Mujhko yakeen kaamil hain
Woh pal jo pyaar ki
Lalai o ka haseel hain
Woh pal jo mera masihaa
Hain aur kaatil hain
Phir ek baar wahin
Noor banke aayega
Talaash meri nazar
Ko hain bas ussi pal ki
Talaash meri nazar
Ko hain phir ussi pal ki
Talaash meri nazar
Ko hain haan ussi pal ki
Jo ab ke aaya to phir loat
Ke na jaayega
Talaash meri.