Takara Gaye Do Badal Ambar Pe Lyrics – Asha Bhosle
Takara gaye do badal ambar pe,
Takara gaye do badal ambar pe,
Toh barasane lagi bunde bikhar ke
Takara gaye do badal ambar pe,
Takara gaye do badal ambar pe,
Toh barasane lagi bunde bikhar ke
Takara gaye do….
Iss naam ka saath toh har mausam se hai
Chaahe woh sardi ka ho ya garmi ka,
Patjhad ka ya saawan ka
Aaha chhodo jao, bade woh ho tum
Naam meraa jod diya, mausam se sanam
Mausam phir bhi, mausam hai sanam
Naam meraa joda na bata
Khud se kyon balam
Mujhse milao yeh nain toh,
Aise na jalao mere mann ko
Takara gaye do badal ambar pe,
Toh barasane lagi bunde bikhar ke
Takara gaye do…
Yeh sawan ka mausam toh khubsurat hai hi
Lekin tumhari iss khubsurat umar ne
Ise aur bhi khubsurat bana diya hai
Jaane aayi kaisi yeh umar banke kali khilane lagi
Sunee rah par tan mein mann mein uthi yeh lahar
Tujhase sajan takarai man, jaun main bikhar
Aag lage re sawan ko, chhoo gaya mere daman ko
Takara gaye do badal ambar pe,
Toh barasane lagi bunde bikhar ke
Takara gaye do…