Table No. 21 (Title Track) Lyrics – Jaspreet Jasz, Neeraj Shridhar
Yeh reshmi zulfein
Yeh sharbati aankhein
Ek sawaal ka ek jawaab
Aisa kaisa aisa kaisa
Teri neeyat ka hoga hisaab
Aisa kaisa aisa kaisa
Ek sawaal ka ek jawaab
Teri neeyat ka hoga hisaab
Yahaan jagaa tu apni raza
Nahi to saansein teri
Bann jaaye na sazaa
If you lie you die
Kal kare so aaj kar
Aaj kare so abb
Qismat teri khul jayegi
Game hai gazab
Kal kare so aaj kar
Aaj kare so abb
Qismat teri khul jayegi
Game hai gazab
If you lie you die table no. 21
If you lie you die table no. 21
Mujhse ab meri kismat
Ke fasaane na kaho
Qatra qatra jee raha
Hun bahaane na kaho
Paisa aisa kaisa paisa
Paisa aisa kaisa paisa
Ummeedon ki tum
Meri nilaami na karo
Yeh sharbati aankhen
Yeh reshmi zulfen
Yeh sharbati aankhen
Zamaane ko na dekh
Hai tere paas mauka ek
Khayalon ko na phenk
Hai mauka tere paas ek
Zamaane ko na dekh
Hai tere paas mauka ek
Khayalon ko na phenk
Hai mauka tere paas ek
Apne pe bharosa
Agar tujhe hai itna
Toh aake aazmaale
Apni kismat tu yahaan
If you lie u die
Kal kare so aaj kar
Aaj kare so ab
Kismat teri khul jayegi
Game hai gazab
Kal kare so aaj kar
Aaj kare so ab
Kismat teri khul jayegi
Game hai gazab
Table no. 21.