Taar Hilne Lage Lyrics – Shobha Joshi, Udit Narayan
Taar hilne lage khambhe gadne lage
Taar hilne lage khambhe gadne lage
Bijli wala na aaye to main kya karu
Bijli wala na aaye to main kya karu
Bekarari meri had se badhne lagi
Dil na mane to main kya karu
Tar hilne lage khambhe gadne lage
Bijli wala na aaye to main kya karu
Bijli wala na aaye to main kya karu
Zara si ahat ho to mera dil chok uthe
Use ab dekhe bina kahi na chain mile
Zara si ahat ho to mera dil chok uthe
Use ab dekhe bina kahi na chain mile
Kabhi darwaja dekhu kabhi khidki se jhaku
Bacha ke sabki nazar suni suni rahe taku
Ye jawani jalebi pe bas na jale
Pyas badti hi jaye to main kya karu
Taar hilne lage khambhe gadne lage
Bijli wala na aaye to main kya karu
Bijli wala na aaye to main kya karu
Karu main lakh jatan wo pas aata nahi
Ishare dil ke mere wo samjh pata nahi
Karu main lakh jatan wo pas aata nahi
Bada sharmila hai wo bada sharmata hai wo
Kabhi kabhi mile bhi to bada ghabrata hai wo
Uski masumiyat uska ye bholpan
Mera dil kho jaye to main kya karu
Taar hilne lage khambhe gadne lage
Bijli wala na aaye to main kya karu
Bijli wala na aaye to main kya karu
Rat din piche padi chhede mujhe ghadi ghadi
Jau to jau kaha haye muskil hai badi
Rat din piche padi chnede mujhe ghadi ghadi
Jau to jau kaha haye muskil hai badi
Ranjhe ki heer hai ye majnu ki laila
Yahi mere takdir ke padosan hai mujhko mili
Maine iske liye dhundhe dulhe kayi
Ye na shadi rachaye to main kya karu
Ye na shadi rachaye to main kya karu
Shadi karne ko to kab se taiyar hoon
Ye na barat laye to main kya karu
Ye na barat laye to main kya karu
Iski gustakhiya had se badhne lagi
Ye na mane manaye to main kya karu
Ye na mane manaye to main kya karu
Taar hilne lage khambhe gadne lage
Bijli wala na aaye to main kya karu
Bijli wala na aaye to main kya karu.