Suroor Lyrics

in

"Suroor" Song Details:

Movie: Trip To Bhangarh (2014)
Singer(s):Palak Muchhal, Shriram Iyer
Lyricist(s):Onkar Singh
Composer(s):Manish Chaudhary, Onkar Singh
Music Director(s):Manish Chaudhary, Onkar Singh
Genre(s):Romantic
Director(s):Jitendra Pawar
Music Label:© Zee Music
Starring:Manish Choudhary, Suzanna Mukherjee, Rohit Chaudhury, Piyush Raina, Rachit Behl, Vikram Koccher, Vidushi Mehra, Poonam Pandey, Sudheer Rikhari
Release on:22nd August, 2014

Suroor Lyrics – Palak Muchhal, Shriram Iyer

Raahein ajnabi si
Dil mein dhuaan saa
Main hoon khoya saa
Nikal pade hai door
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor

lyricsbogie.com
Woh din they woh thi raate
Band dosto ka bajate
Woh ladki jisko chahte
Collage mein ghunghunate
Masoom dil ki aarzoo
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor

Lectur ki matha fodi se
Hum they hichkichate
Taadne ko uss ladki ko
Ghanto hum bitatey
Raat raat bhar dosto sang
Peete aur peelate
Tension se milo kosho door
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor

Manzile hai nayi dagar
Hai kaisa yeh asar
Collage mein pehenke
Formals kehte hai
How are you sir
Josh hai apne dil mein
Kuchh to aaj kar
Jaana hai hum ko aaj door
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor

Manzile nayi si thi
Kuch naye se raastey
Woh bhi pal kuch ajib thaa
Fight thi sach ke vaasti
Dar tera kisi ka hum
Vaat sab ki lagate
Chehare pe sach ka ek noor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor
Chhaya hai suroor.

Suroor Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.