Surmayi Shaam Lyrics – Runa Laila
Surmayi shaam ke ujhalo se
Jab bhi saj-dhaj ke raat aati hai
Bewafa berahem aur bedardi
Jaane kyun teri yaad aati hai
Jab bhi saj-dhaj ke raat aati hai
Bewafa berahem aur bedardi
Jaane kyun teri yaad aati hai
Surmayi shaam ke ujhalo se
Is jawaani mein kya saza paayi
Reshami sej haaye tanhaai
Is jawaani mein kya saza paayi
Reshami sej haaye tanhaai
Sokh jazbaat le hai angadaai
Aankhein bojhal hai neend harzaai
Teri tasveer teri parchhai
Deke aawaaz phir bulaati hai
Surmayi shaam ke ujhalo se
Jab bhi saj-dhaj ke raat aati hai
Bewafa berahem aur bedardi
Jaane kyun teri yaad aati hai
Surmayi shaam ke ujhalo se
Aaj bhi lamhein woh mohabbat ke
Garm saanson se lipate rehte hai
Aaj bhi armaan teri chahat ke
Mehki zulfon mein simat rehte hai
Tujhko bhoole toh kaise bhoole hum
Ab yahin soch ab satati hai
Surmayi shaam ke ujhalo se
Jab bhi saj-dhaj ke raat aati hai
Bewafa berahem aur bedardi
Jaane kyun teri yaad aati hai
Surmayi shaam ke ujhalo se
Woh bhi kya din they jab ke humdono
Marne jeene ka wada kartey they
Jaam ho zaher ka yaa amrit ka
Saath peene ka waada kartey they
Ye bhi kya din hai kya qayamat hai
Gham toh gham hai khushi ki khaatir hai
Surmayi shaam ke ujhalo se
Jab bhi saj-dhaj ke raat aati hai
Bewafa berahem aur bedardi
Jaane kyun teri yaad aati hai
Surmayi shaam ke ujhalo se.