Surmayi Aankhen Lyrics – K. S. Chithra, Ustad Sultan Khan
Teri yeh surmai aankhain
Panahon mein bulati hain
Teri yeh surmai aankhain
Panahon mein bulati hain
Kahin se main guzarta hun
Kahin se main guzarta hun
Yahin tak khinch laati hain
Teri yeh pyar ki khushbu
Teri yeh pyar ki khushbu
Mujhe har pal sataati hai
Kahin se main guzarti hun
Kahin se main guzarti hun
Hazaaron gul khilaati hai yeh
Aankhain aaina dil ka
Hazaaron rang mein dhal ke
Yeh jhukti hain haya ban ke
Yeh uthti hain dua ban ke
Yeh ankhain chhaon mein apni
Yeh ankhain chhaon mein apni
Mujhe aksar sulaati hain
Kahin se main guzarta hun
Kahin se main guzarta hun
Yahin tak kheench laati hain
Na na naa naaa naaa
Aray tu bholi bhaali re
Aray tu bholi bhaali re
Dharo gor band lun haaro
Tere honton se geeton ka
Ajab saawan barasta hain
Jiya mein holey holey se
Pyar ka geet banta hain
Yeh rut ehsaas mein mere
Kahin narmi jagaati hain
Kahin se main guzarti hun
Kahin se main guzarti hun
Yahin tak khinch laati hain
Teri yeh surmai aankhain
Teri yeh surmai aankhain
Panahon mein bulati hain
Panahon mein bulati hain
Kahin se main guzarta hun
Kahin se main guzarta hun
Yahin tak khinch laati hain.