Suraj Se Aankhe Mila Lyrics – Asha Bhosle, Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
Taro ko dharti pe la
Suraj se aankhe mila
Taro ko dharti pe la
Ye dharti teri hai ye sapne tere hai
Aur sab apne tere hai
Tu mehanat ki jalti mishale jala
Sadiyo se soya mukaddar jaga
Hey suraj se aankhe
Mila taro ko dharti pe la
Suraj se aankhe mila
Taro ko dharti pe la
Ye dharti teri hai ye sapne tere hai
Aur sab apne tere hai
Tu mehanat ki jalti mishale jala
Sadiyo se soya mukaddar jaga
Duriya ye dilo ki dil
Mila ke mita de
Rang ude kahi dip jale
Aayi holi diwali sath
Are aaj to aake jaye
Na sathi rang bhari aisi rat
Rang ude kahi dip jale
Aayi holi diwali sath
Are aaj to aake jaye
Na sathi rang bhari aisi rat
Kanto me kaliya khila
Phulo se gulshan saza
Kanto me kaliya khila
Phulo se gulshan saza
Are do din ki hasti
Me dil jhume masti me
Aur sapno ki basti me
Tu mehanat ki jalti mishale jala
Sadiyo se soya mukaddar jaga
Rat din ho ye mele
Re dil na tarse akele
Dil tera jisko chahe
Bhadke baho me le le
Ae sanso se bandh l
E sanso ki dori
Hath me leke hath
Jati hai jaan to jaye
Khushi se chhute
Kabhi na ye sath
Ae sanso se bandh
Le sanso ki dori
Hath me leke hath
Jati hai jaan to jaye
Khushi se chhute
Kabhi na ye sath
Baho ke saye me aa
Sharmake aankhe mila
Baho ke saye me aa
Sharmake aankhe mila
Phir payal chhankegi
Phir chudi khankegi
O phir bindiya chamkegi
Tu mehanat ki jalti mishale jala
Sadiyo se soya mukaddar jaga
Barse tan ka pasina re
Banke sawan mahina
Katra ban jaye moti
Jarra jarra nagina
Ae aaj jaha teri raho
Me sathi ude gamo ki dhul
Phul khilenge wahi kal
Jhumke mast baharo ke phul
Ae aaj jaha teri raho
Me sathi ude gamo ki dhul
Phul khilenge wahi kal
Jhumke mast baharo ke phul
Ae suraj se aankhe
Mila taro ko dharti pe la
Suraj se aankhe
Mila taro ko dharti pe la
Ye dharti teri
Hai ye sapne tere hai
Aur sab apne tere hai
Tu mehanat ki jalti mishale jala
Sadiyo se soya mukaddar jaga
Tu mehanat ki jalti mishale jala
Sadiyo se soya mukaddar jaga
Tu mehanat ki jalti mishale jala
Sadiyo se soya mukaddar jaga
Tu mehanat ki jalti mishale jala
Sadiyo se soya mukaddar jaga.