Sur Mile Hain Lyrics – Asha Bhosle, Shankar Mahadevan, Udit Narayan
Sur mile hain gul khile hain
Masti mein jhume mera dil
Kya nazaare hain kya ishaare hain
Aankhon ke aage hai manzil
Sur mile hain gul khile hain
Masti mein jhume mera dil
Kya nazaare hain kya ishaare hain
Aankhon ke aage hai manzil
Hum kahaa aa gaye
Ham kahaa aa gaye
Sur mile hain gul khile hain
Masti mein jhume mera dil
Kya nazaare hain kya ishaare hain
Aankhon ke aage hai manzil
Mausam zaraa hai badgumaan ho
O dulhan bani hai ye zameen
Kitna suhaanaa hai samaa o
Saanson ka gaanaa chhedo
Koi fasaana chhedo
Koi taraana chhedo haan
Hum kahaan aa gaye
Hum kahaan aa gaye
Sur mile hain gul khile hain
Masti mein jhume mera dil
Kya nazaare hain kya ishaare hain
Aankhon ke aage hai manzil
Haan saathi jo koi sang ho
Chalne ka aataa hai mazaa o
Tanhaa guzaare jo koi
Ye zindagaani hai sazaa
O yaadon ke rele honge
He vaadon ke mele honge
Yaadon ke rele honge
He vaadon ke mele honge
Hum naa akele honge haan
Hum kahaan aa gaye
Hum kahaan aa gaye
Sinduri shaam ho gayi
Panchhi gharon ko chal pade haan
Dariyaa ki mauje hain thami
Panghat pe khaali hain ghade
O shabnam ki pyaali
Pyaali pedon ki daali daali
Shabnam ki pyaali
Pyaali pedon ki daali daali
Gaaye koyaliyaa kaali haan
Hum kahaan aa gaye
Hum kahaan aa gaye
Sur mile hain gul khile hain
Masti mein jhume mera dil
Kya nazaare hain kya ishaare hain
Aankhon ke aage hai manzil
Aankhon ke aage hai manzil
Aankhon ke aage hai manzil
Aankhon ke aage hai manzil
Aankhon ke aage hai manzil
Aankhon ke aage hai manzil
Aankhon ke aage hai manzil.