Sunle Tu Binati Meri Haji Ali Lyrics – Aziz Nazan
Jhuka kar sache dil se unka daman tham le
Teri sun lega khuda ha ji ali ka naam le
Aage jo marji teri
Aage jo marji teri haji ali haji ali
Sunle tu binti meri haji ali haji ali
Sunle tu binti meri haji ali haji ali
Sunle tu binti meri haji ali haji ali
Is aastha pe hath uthane ki der hai
Is aastha pe hath uthane ki der hai
Is aastha pe hath uthane ki der hai
Tu jisko dhundhata hai tere samne hai wo
Parda zara nazar se hatane ki der hai
Parda zara nazar se hatane ki der hai
Parda zara nazar se hatane ki der hai
Aaj bichhde
Aaj bichhde dilo ko mila de
Mere dil ki tamana yahi hai
Mere dil ki tamana yahi hai
Mere dil ki tamana yahi hai
Tujhko apna samjh ke mai aaya
Magane ko to duniya padi hai
Magane ko to duniya padi hai
Magane ko to duniya padi hai
Tere dar se
Tere dar se na jhaunga khali
Baat aake yaha par adi hai
Baat aake yaha par adi hai
Baat aake yaha par adi hai
Tere dar se na jaunga khali khali khali
Baat aake yaha par adi hai
Baat aake yaha par adi hai
Tere dar se na jaunga khali khali
Baat aake yaha par adi hai
Baat aake yaha par adi hai
Ab bane bigdi meri,
Ab bane bigdi meri haji ali haji ali
Sunle tu binti meri haji ali haji ali
Sunle tu binti meri haji ali haji ali
Sunle tu binti meri haji ali haji ali
Tufan me rah kar diya duniya ko kinara
Aaya hu isi aash pe de dijiye sahara
Aaya hu isi aash pe de dijiye sahara
Aaya hu isi aash pe de dijiye sahara
Puri hui duniya ki isi dar pe murade
Luta de mera chain tu ya chhin le yade
Ummid ke phulo se teri jholi bhari hai
Jholi na bhari meri to badnami teri hai
Jholi na bhari meri to badnami teri hai
Jholi na bhari meri to badnami teri hai
Badnami teri hai na bhari jholi meri meri
Meri meri jholi
Jholi na bhari meri to badnami teri hai
Jholi na bhari meri to badnami teri hai
Khali hai jholi meri,
Khali hai jholi meri haji ali haji ali
Sunle tu binti meri haji ali haji ali
Sunle tu binti meri haji ali haji ali
Sunle tu binti meri haji ali haji ali
Khuda ke liye meri fariyad sun le
Tujhe aaj karta hu mai yaad sun le
Jo khoya hai maine yahi par milega
Agar tum na doge to phir kaun dega
Agar tum na doge to phir kaun dega
Agar tum na doge to phir kaun dega
Tan se saya zuda nahi rahta
Ma se beta zuda nahi rahta
Ma se beta zuda nahi rahta
Ma se beta zuda nahi rahta
Apne bando ki jo nahi sunta
Wo khuda phir khuda nahi rahta
Wo khuda phir khuda nahi rahta
Wo khuda phir khuda nahi rahta
Apne bando ki jo nahi sunta
Sunta sunta sunta
Wo khuda phir khuda nahi rahta
Wo khuda phir khuda nahi rahta
Der kyu itni kari
Der kyu itni kari haji ali haji lai
Sunle tu binti meri haji ali haji ali
Sunle tu binti meri haji ali haji ali
Sunle tu binti meri haji ali haji ali.