Suniye To Zara Lyrics

in

"Suniye To Zara" Song Details:

Movie: Aankh Micholi (1962)
Singer(s):Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist(s):Majrooh Sultanpuri
Composer(s):Chitragupta Shrivastava
Music Director(s):Chitragupta Shrivastava
Genre(s):Romantic
Director(s):Ravindra Dave
Music Label:© Saregama
Starring:Mala Sinha, Jeevan, S Nasir, Leela Mishra, Shekhar

Suniye To Zara Lyrics – Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

lyricsbogie.com
Suniye to zara kahaan rooth ke chale
Yoon baat badhaaya nahin karte
Suniye to zara
Haan memsaab
Ji memsaab
Suniye to zara kahaan rooth ke chale
Yoon baat badhaaya nahin karte
Jis dil mein sanam tasveer ho teri
Uss ko thukraaya nahin karte
Suniye to zara
Haan memsaab
Ji memsaab

Chhodo gussa
Sambhaalo zara aanchal
Dekho dekho ulajh gayi paayal
Chhodo gussaa
Sambhaalo zara aanchal
Dekho dekho ulajh gayi paayal
Aji ho ke khafa yoon ekdamm
Uthh ke jaaya nahi karte
Suniye to zara kahaan rooth ke chale
Yoon baat badhaaya nahin karte
Suniye to zara
Haan memsaab
Ji memsaab

Jo ye toote to koi mushqil hai
Wo to kaho ki dil mera dil hai
Jo ye toote to koi mushqil hai
Wo to kaho ki dil mera dil hai
Aji darpan ko yoon hardam
Thhes lagaaya nahin karte
Suniye to zara kahaan rooth ke chale
Yoon baat badhaaya nahin karte
Suniye to zara
Haan memsaab
Ji memsaab

Kaha aao to tum lage jaane
Iss adaa ke hami hain deewaane
Kaha aao to tum lage jaane
Iss adaa ke hami hain deewaane
Aji aur ko ham apni qasam
Yoon bulaaya nahin karte
Suniye to zara
Kahaan rooth ke chale
Yoon baat badhaaya nahin karte
Jis dil mein sanam tasveer ho teri
Uss ko thukraaya nahin karte
Suniye to zara
Haan memsaab
Ji memsaab.

Suniye To Zara Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.