Suhani Shaam Aayi Hai Lyrics – Asha Bhosle
Lalalalaa
Lalalalaa
Lalalalala
Suhani shaam aayi hai
Kisi ke aane se
Huye jaate hain ham to
Jhoom kar deewaane se
Unse milte hi nazar
Aisa hota hai asar
Jaise nashe ki lahar koi
Kar de bekhabar
Suhani shaam aayi hai
Kisi ke aane se
Huye jaate hain ham to
Jhoom kar deewaane se
Aaye hain wo aise jaise
Khushboo veeraano mein
Jaise koi pehchaana
Mil jaaye anjaanon mein
Got to work
Got to work
Got to work
Ho o o
Aaye hain wo aise jaise
Khushboo veeraano mein
Jaise koi pehchaana
Mil jaaye anjaanon mein
Dil mera gaane laga
Masti barsaane lagaa
Mujhse dil khone laga
Unko dil paane lagaa
Suhani shaam aayi hai
Kisi ke aane se
Huye jaate hain ham to
Jhoom kar deewaane se
Lalala lallala
Lalala lallala
Lala lalalala
Ye hain wo jo khwaabon mein bhi
Neend churaa lete hain
Sulge sulge man ko mere
Aur hawaa dete hain
Got to work
Got to work
Got to work
Ho o o
Ye hain wo jo khwaabon mein bhi
Neend churaa lete hain
Sulge sulge man ko mere
Aur hawaa dete hain
Phir ye jalta hai badan
Aisi hoti hai jalan
Unse milne ke liye
Jaag jaati hai lagan
Suhani shaam aayi hai
Kisi ke aane se
Huye jaate hain ham to
Jhoom kar deewaane se
Jaadoo chal jaata hai
Pal bhar mein hi armaanon ka r
Ang badal jaata hai
Got to work
Got to work
Got to work
Ho o o
Unke aate hi ye kaisa
Jaadoo chal jaata hai
Pal bhar mein hi armaanon ka
Rang badal jaata hai
Ham sharmaane lagte hain
Ham lehraane lagte hai
Kitni roken ham khushi
Muskuraane lagte hain
Suhani shaam aayi hai
Kisi ke aane se
Huye jaate hain ham to
Jhoom kar deewaane se
Unse milte hi nazar
Aisa hota hai asar
Jaise nashe ki lahar koi
Kar de bekhabar
Lalala lallala
Lalala lallala
Lalalallalala.