Shri Raghunath Ki Katha Lyrics – Sadhana Sargam
Shrvan se hi mitte paap sada
Pawan ati pawan aadarsh
Dham hai charak sahit
Ke moksh dayni katha janak
Jaa sawyam war hai
Janakpur manohar hai
Garw dikhaya rawan ne
Dhanush ko toda raghuwar
Ne shiv dhanu bhang ki gunj uthi
Shubh vivah ki shobha badhi
Subh tithi subh ghadi
Shiv ke hari ke pani grahan
Ka ati sunder darshan
Ananad ananad charo disha
Devi sita bani hai dulahaniya
Prabhu ram bane dekho
Dulha anand anand charo disha
Shri raghunath ki katha
Shravan se hi mitte paap sada
Sita ayodhya ayi raghuwar ke sang
Charo disha me faila khusiyo ka rang
Rajyabhishek ka nirnay hua
Rani kaikayi ne usko roka
Ram banwas kare bharat hi ho
Raja pati se war manga teer laga jaisa
Dashrath ji murchit hue putr
Moh ko taj na sake re
Sheesh jukhaye lete vidayi
Chalte awadh se ram raghurai
Chale siya lakshman ke sang
Ram ban gye vanwaasi
Shobha badh gayi van kal ki
Mudi katha kuch aisi
Roye sabhi rehvaasi shri
Raghunaath ki katha
Shravan se hi mitte paap sada
Wan pe parnkuti hai raam nivaas yahi hai
Swarn hiran ki aankhe chamki
Seeta reh gayi use dekhti
Man ko na rok saki mrig chahiye ye kehti
Ye kaamna poorn kare ye
Shree raam hai van ko chale
Ati chatur bhringi maayavi
Wo mrig bana maarich
Shri raam ka baan use jaise
Laga wo dusht laga fir cheekh
Lakshman lakshman lakshman
Bhawti bhikhshaam dehi
Raavan wahan ja pahuncha
Bhikshuk sa banke
Dene biksha nikli hai seeta
Jaise paar ki lakshman rekha
Dhra sahit utha liya dharni
Suta ka haran kiya
Shri raghunaath ki katha
Shravan se himitte paap sada
Seeta seeta praan piya soona soona
Jiwan virahkul si chubhan hai
Siya ke bina raha na jaaye man
Mandir ye toota jaaye
Gati bin jeevan badh na paaye
Seeta kahan kho gayi tum
Apna milna jaise ek sapna
Kanth me dukh ahi aankho me praan hai
Kaate hue pankh hai jatu
Vihang hai sunaate seeta vritant hai
Aarambh hua hanumant bhagwatam.