Shor Shor Shor Lyrics – Udit Narayan
Zara dhyan lagake sunna
Zara kan lagake sunna
Dil jaan lagake sunna
Arey suno bhai sunao
Shor shor shor charo aur hain
Dulha lutera bapu chor hain
Shor shor shor charo aur hain
Dulha lutera bapu chor hain
Humne to kuchh aur hi samjha
Ye nikla kuchh aur hain
Dulha lutera bapu chor hain
Shor shor shor charo aur hain
Dulha lutera bapu chor hain
Uphar chahiye,
Sasuji hiro ka har chahiye
Hiro ka har chahiye
Nanad ko solha singar chahiye
Dulhe ko ek motar car chahiye
Motar car chahiye ,
Arey bend bzakar ghar ko lute
Aaya kaisa dor hain
Dulha lutera bapu chor hain
Zara dhyan lagake sunna
Zara kan lagake sunna
Dil jaan lagake sunna kya
Shor shor shor charo aur hain
Dulha lutera bapu chor hain
Shor shor shor charo aur hain
Dulha lutera bapu chor hain
Padhe likhe bete ka jo bap ho gaya
Bap ho gaya
Lakhpati apne hi aap ho gaya
Aap ho gaya
Beti ka bayah to shraf ho gaya
Beti ko janam dena pap ho gaya
Bada pap ho gaya
Reet rivajo ke chakar mein lut
Jata kamzor hain
Dulha lutera bapu chor hain
Zara dhyan lagake sunna
Zara kan lagake sunna
Dil jaan lagake sunna kya
Shor shor shor charo aur hain
Dulha lutera bapu chor hain
Shor shor shor charo aur hain
Dulha lutera bapu chor hain
Humne to kuchh aur hi samjha
Ye nikla kuchh aur hain
Dulha lutera bapu chor hain
Shor shor shor charo aur hain
Dulha lutera bapu chor hain.