Sheesha E Dil Mein Lyrics – Amit Kumar, Asha Bhosle, Bhupinder Singh, Suresh Wadkar
O o o kya huwa jo
Na paayi waha aap se
Pyaar ko mil gaya
Raasta aap se
Ho kya bataaye
Hamein kya mila aap se
Jindagi ko mila
Aasara aap se
O o o raaj dil ka kahaan
Hai chhupa aap se
Hai har ik dard ka
Silsila aap se wallaah
Sheesha-e-dil mein
Sheesha-e-dil mein
Teri tasbeer hai
Sheesha-e-dil mein
Teri hi tasbeer hai
Jaanemann muh
Chhupaane se kya faayada
Sheesha-e-dil mein
Teri hi tasbeer hai
Jaanemann muh
Chhupaane se kya faayada
Sheesha-e-dil mein
Teri hi tasbeer hai
Husn shabnam nahi
Husn shola bhi hai
Dekhate dekhate
Tum badal jaaoge
Aa aa aa…. Paas aa hi
Gaye ho toh phir soch lo
Jab yeh parada
Hatega toh jal jaaoge
Jab yeh parada
Hatega toh jal jaaoge
Husn ki aaraju
Husn ki aaraju koi
Aasaan nahi
Jindagi ko mitaane
Se kya faayada
Sheesha-e-dil mein
Teri hi tasbeer hai
Jaanemann muh
Chhupaane se kya faayada
Sheesha-e-dil mein
Teri hi tasbeer hai
Humse puchho mohabbat
Mein hota hai kya
Julmen ulfat ke hum
Bhi gunehgaar hai
Jin adaao ke shaida
Ho tum jaane jaan
Unn adaao mein
Hum bhi girftaar hai
Unn adaao mein
Hum bhi girftaar hai
Tum bhi parde mein
Tum bhi parde mein
Hum bhi parde mein hai
Baat aage badhaane
Se kya faayada
Sheesha-e-dil mein
Teri hi tasbeer hai
Jaanemann muh
Chhupaane se kya faayada
Sheesha-e-dil mein
Teri hi tasbeer hai
Mohabbat ka armaan hai
Dur se teri mehfil mein
Aaye hai hum
Aa aa aa aa…
Parade waale na khul
Jaaye parada tera
Apani aankhon
Tufaan laaye hai hum
Apani aankhon
Tufaan laaye hai hum
Teri chaat mein allaah
Teri chaat mein barbaad
Kab se hai hum
Hamase daaman bachaane
Se kya faayda
Sheesha-e-dil mein
Teri hi tasbeer hai
Jaanemann muh
Chhupaane se kya faayada
Sheesha-e-dil mein
Teri hi tasbeer hai
Har hansi raaste ke
Musaafir hai hum
Husn ki jaan hai
Ishq ki shaan hai
Kaun hai kitane paani
Mein waaqib hai hum
Tum ho tufaan toh
Hum bhi chattan hai
Tum ho tufaan toh
Hum bhi chattan hai
Aamane saamane
Aa gaye ho toh phir
Raaj dil ka chhupaane
Se kya faayada
Sheesha-e-dil mein
Teri hi tasbeer hai
Jaanemann muh
Chhupaane se kya faayada
Sheesha-e-dil mein
Teri hi tasbeer hai.