Shamil Ye Ho Gaya Hai Lyrics – Ram Shankar, Suresh Wadkar
Yaara ho yaara
Woh tera jaane jaana
Tu uss par dil ruba hain
Woh tera humsafar hain
Tu uska humnava hain
Usko khabar hain teri
Uska tujhe patta hain
Anjaan ban kar phir bhi
Kaise hukum juda hain
Meri zindagi mein koan
Hum raah le chala
Hum raah le chala
Mujhe bekhudi mein koan
Shamil ye ho gaya hain
Anjaan ajnabi se
Mera chata vasta
Kisne bata diya hain
Mere dil ka rasta
Kisne bata diya hain
Mere dil ka rasta
Lagne laga hain apna
Lagne laga hain apna
Ghadi do ghadi mein koan
Shamil ye ho gaya hain
Meri zindagi mein koan
Shamil ye ho gaya hain
Khwaab mein aana jaana to thaa
Rubaroo mulakaate na thi
Dil ko taskeen jo de sake
Pyaar ki aisi baate na thi
Sapna nahi hain aaj
Hakikat hain samne
Dushwaar manzilo
Pe mila hath thamne
Dushwaar manzilo
Pe mila hath thamne
Deewana ho na jaaye
Deewana ho na jaaye
Bhala is khushi mein koan
Hum raah le chala
Inn jaagi jaagi aankhon mein
Masti ne li neend ki jaga
Barso ki justazoo le aayi
Lo aakhir mujhko sahin jagaah
Mere dil mein basne waale ke
Dil mein mujhko mil gayi jagaah
Jahaan pyaar mera
Jahaan pyaar mera ye
Wahin jagaah hain
Wahin jagaah hain
Rango mein dhaal paaya
Rango mein dhaal paaya
Use ik sadi mein koan
Shamil ye ho gaya hain
Meri zindagi mein koan
Shamil ye ho gaya hain.