Shama Jalti Hai Magar Lyrics

in

"Shama Jalti Hai Magar" Song Details:

Movie: Gunsundari (1948)
Singer(s):Amirbai Karnataki
Lyricist(s):Pandit Indra Chandra
Composer(s):Bulo C. Rani
Music Director(s):Bulo C. Rani
Genre(s):Happy (Feel Good)
Director(s):Ratilal Hemchand Punatar
Music Label:© Saregama
Starring:Nirupa Roy, Manher Desai, Dulari, Saraswati, Master Pransukh, Babu Raje
Release on:1st January, 1948

Shama Jalti Hai Magar Lyrics – Amirbai Karnataki

lyricsbogie.com
Shama jalti hai magar
Shama jalti hai magar
Jalta nahin parwaana
Jalta nahin parwaana
Karwaten ishq ne lin
Karwaten ishq ne lin
Husn hua deewaana
Haan husn hua deewaana
Saaqi teri mehfil ki
Saaqi teri mehfil ki
Badli huyi hai rangat
Badli huyi hai rangat
Marte hain pyaase lekar
Marte hain pyaase lekar
Chhoote nahin paimaana
Haan chhoote nahin paimaana

Wasl ki raat hai ye
Neend wo daale naadaan
Wasl ki raat hai ye
Neend wo daale naadaan
Pyaar ki baat hai ye
Aankh milaa le naadaan
Pyaar ki baat hai ye
Aankh milaa le naadaan
Chand roz jawaani hai
Chand roz jawaani hai
Isko nahin thhukraana
Isko nahin thhukraana
Karwaten ishq ne lin
Karwaten ishq ne lin
Husn hua deewaana
Haan husn hua deewaana
Shama jal rahi hai

Jeena hai aaj jee le
Kal ka hai kyaa thhikaana
Jeena hai aaj jee le
Kal ka hai kyaa thhikaana
Peena hai aaj peele
Kal ka hai kyaa thhikaana
Peena hai aaj peele
Kal ka hai kyaa thhikaana
Duniya ki nigaahon se
Duniya ki nigaahon se
Ab kis liye sharmaana
Ab kis liye sharmaana
Karwaten ishq ne lin
Karwaten ishq ne lin
Husn hua deewaana
Haan husn hua deewaana
Shama jal rahi hai

Shama Jalti Hai Magar Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

never miss latest songs lyrics.

Sign up to receive an email whenever we post latest hindi song lyrics.

100% No Spamming.