Shael Sutha Ke Ankhon Lyrics – Shaan, Sneha Pant, Zubeen Garg
Sumukhasch ekdantascha
Kapilo gajakarnakah
Lambodarashcha vikato
Vighnanaasho vinaayakah
Dhuumraketurganaadhyaksho
Bhaalachandro gajaananah
Dvaadashaitaani naamaani
Yahpatheth shrnuyadapi
Shrishti niyaamak hai bhi tu sanchaalak bhi
Saare kashto ke ho tum sanhaarak bhi
Shrishti niyaamak hai bhi tu sanchaalak bhi
Saare kashto ke ho tum sanhaarak bhi
Sab devo ke dev ho tum gandeva
Sab devo ke dev ho tum gandeva
Jai ganpati jai ganpati jai jai jai ganpati
Shael sutha ke aankhon ke tum taare ho
Aagya palak ho tum shiv dulaare ho
Modak priya ho tera mushak vaahan hai
Bhaal chandra hai tera gaj ka aanan hai
Ho jaao tum prasanna mit jaaye
Dukh turant he ganesha he ganesha
Ho jaao tum prasanna mit jaaye
Dukh turant he ganesha he ganesha
Shael sutha ke aankhon ke tum taare ho
Aagya palak ho tum shiv dulaare ho
Modak priya ho tera mushak vaahan hai
Bhaal chandra hai tera gaj ka aanan hai
Ho jaao tum prasanna mit jaaye
Dukh turant he ganesha he ganesha
Ho jaao tum prasanna mit jaaye
Dukh turant he ganesha he ganesha
Kapilo gajakarnakah
Lambodarashcha vikato
Vighnanaasho vinaayakah
Dhuumraketurganaadhyaksho
Bhaalachandro gajaananah
Dvaadashaitaani naamaani
Yahpatheth shrnuyadapi
Mohani murat teri kitani pyaari hai
Mann mein basa hai roop teri balihaari hai
Mohani murat teri kitani pyaari hai
Mann mein basa hai roop teri balihaari hai
Ridhhi-sidhhi mile kare jo
Seva sab devo ke ho deva
Ho jaao tum prasanna mit jaaye
Dukh turant he ganesha he ganesha
Ho jaao tum prasanna mit jaaye
Dukh turant he ganesha he ganesha
Rakshak ho tum ekdant lambodar hee
Mahima teri hai anant manohar hee
Rakshak ho tum ekdant lambodar hee
Mahima teri hai anant manohar hee
Stuti kare jo mann se teri
Chamtakaar kare tu deva
Ho jaao tum prasanna mit jaaye
Dukh turant he ganesha he ganesha
Ho jaao tum prasanna mit jaaye
Dukh turant he ganesha he ganesha
Shael sutha ke aankhon ke tum taare ho
Aagya palak ho tum shiv dulhaare ho
Modak priya ho tera mushak vaahan hai
Bhaal chandra hai tera gaj ka aanan hai
Ho jaao tum prasanna mit jaaye
Dukh turant he ganesha he ganesha
Ho jaao tum prasanna mit jaaye
Dukh turant he ganesha he ganesha
Vidyaarambhe vivaahe
Cha praveshe nirgame tathaa
Sangraame sankate chaiva
Vighnastasya na jaayate
Vakratund mahaakaay
Koti surya samprabh
Nirvighnam kurumedev
Sarva kaaryeshu sarvada.