Shaam Lyrics – Amit Trivedi, Neuman Pinto
Sham bhi koi jaise hai nadi
Lehar lehar jaise beh rahi hai
Koi ankahi, koi ansuni
Baat dheemi dheemi keh rahi hai
Kahin na kahin jaagi hui hai koi aarzoo
Kahin na kahin khoye hue se hain
Main aur tu
Ke boom boom boom para para
Hai khaamosh dono
Ke boom boom boom para para
Hai madhosh dono
Jo gummsum gummsum hai
Yeh fizayein
Jo kehti sunti hai yeh nigahein
Gummsum gummsum hai
Yeh fizayein hai na
Jo khamoshi sunaati hai
Jise tune chaha hoga woh tera
Mujhe woh yeh batati hai
Main magan hoon par na jaanu
Kab aane wala hai woh pal
Jab haule haule dheere dheere
Khilega dil ka yeh kamal
Ke boom boom boom para para
Hai khaamosh dono
Ke boom boom boom para para
Hai madhosh dono
Jo gummsum gummsum hai
Yeh fizayein
Jo kehti sunti hai yeh nigahein
Gummsum gummsum hai
Yeh fizayein hai na
Yeh kaisa samay hai,
Kaisa sama hai
Ke shaam hai pighal rahi
Yeh sab kuch haseen hai,
Sab kuch jawan hai
Hai zindagi machal rahi,
Jagmagati jilmilati
Palak palak pe khwaab hai
Sun yeh hawayein gungunaye
Jo geet lajawab hai
Ke boom boom boom para para
Hai khaamosh dono
Ke boom boom boom para para
Hai madhosh dono
Jo gummsum gummsum hai
Yeh fizayein
Jo kehti sunti hai yeh nigahein
Gummsum gummsum hai
Yeh fizayein hai na.