Sar Jhuka To Diya Lyrics – Hans Raj Hans
Dil mera kaba ruh meri zanat
Zare zare main hai teri kudarat
Dil mera kaba ruh meri zanat
Zare zare main hai teri kudarat
Sar jhuka toh diya dil kabhi na jhuka
Sar jhuka toh diya dil kabhi na jhuka
Aisi kya bandghi, aisi kya bandghi
O aisa sajda bhi kya
Sar jhuka toh diya dil kabhi na jhuka
Sar jhuka toh diya dil kabhi na jhuka
Lafzon mein phasa hua hai
Rishton mein bataa hua hai,
Lafzon mein phasa hua hai
Rishton mein bataa hua hai,
Lafzon mein phasa hua hai
Jeenay ke liye maraa hai,
Khali hai magar bhara hai
Khali hai magar bhara hai
Main to khafir hoon kya balah kya bura
Main to khafir hoon kya balah kya bura
Aisi kya bandghi, aisi kya bandghi
Aisi kya bandghi, aisi kya bandghi
O aisa sajda bhi kya
Sar jhuka toh diya dil kabhi na jhuka
Sar jhuka toh diya dil kabhi na jhuka
Dil mera kaba ruh meri zanat
Zare zare main hai teri kudarat
Parado main chupa huwa hai
Khud pe hi lagaa huwa hai
Parado main chupa huwa hai
Khud pe hi lagaa huwa hai
Parado main chupa huwa hai
Khud pe hi lagaa huwa hai
Aadat say tabaa huwa hai
Chahere pe likah huwa hai
Chahere pe likah huwa hai
Main to zahir haun kya padha kya likha
Main to zahir haun kya padha kya likha
Aisi kya bandghi, aisi kya bandghi
O aisa sajda bhi kya
Sar jhuka toh diya dil kabhi na jhuka
Sar jhuka toh diya dil kabhi na jhuka
Dil mera kaba ruh meri zanat…